Aakhein hokar bhi har koi yaha andha hai Kyuki na | हिंदी शायरी

"Aakhein hokar bhi har koi yaha andha hai Kyuki nazariye ka saara dhanda hai ©Dhaaga"

 Aakhein hokar bhi har koi yaha andha hai

Kyuki nazariye ka saara dhanda hai

©Dhaaga

Aakhein hokar bhi har koi yaha andha hai Kyuki nazariye ka saara dhanda hai ©Dhaaga

Aakhein bas ek cctv camera ki jaisi hai, uska kaam hai dekhna aur dekh ke record karna, baaki saara kam dimag ka hai.

Dimag jo bhi sunta hai, samajta hai, sikhta hai aur dekhta hai, uske hisab se wo ek nazariya banata hai aur fir usi nazariye ke hisab se sab kuch tolta hai.

Aapko kya lagta hai aisa hota hai ya nahi??

#Fire #dilkeehsaas #dhaaga #andhera #Blindness

People who shared love close

More like this

Trending Topic