aaj akele andhere mey baith maine yeh jana mera au

"aaj akele andhere mey baith maine yeh jana mera aur iska saath bda purana h najane kyu apnapan sa deta h iska saath kyuki mehsus kr paati hu khudko aazad na kisi ka dar na koi sankoch h aaj khud ko jaan paane ka mauka paaya h aaj fir akele andhere mey baith maine yeh jaana h mera aur iska toh saath bda purana h bachpan mey aksar daant se bach kr yaha chup jaati thi sayad yahi khudko behtar mehfus smjh mey paati thi kho jaati thi ghanto tk apni hi dhun mey jb hosh aata tbhi kch smjh paati thi k aaj akele andhere mey baith maine yeh jana h mera aur iska saath toh bda purana h"

 aaj akele andhere mey baith maine yeh jana
mera aur iska saath bda purana h
najane kyu apnapan sa deta h iska saath 
kyuki mehsus kr paati hu khudko aazad 
na kisi ka dar na koi sankoch h 
aaj khud ko jaan paane ka mauka paaya h 
aaj fir akele andhere mey baith maine yeh jaana h 
mera aur iska toh saath bda purana h 
bachpan mey aksar daant se bach kr yaha chup jaati thi 
sayad yahi khudko behtar mehfus smjh mey paati thi 
kho jaati thi ghanto tk apni hi dhun mey 
jb hosh aata tbhi kch smjh paati thi k 
aaj akele andhere mey baith maine yeh jana h 
mera aur iska saath toh bda purana h

aaj akele andhere mey baith maine yeh jana mera aur iska saath bda purana h najane kyu apnapan sa deta h iska saath kyuki mehsus kr paati hu khudko aazad na kisi ka dar na koi sankoch h aaj khud ko jaan paane ka mauka paaya h aaj fir akele andhere mey baith maine yeh jaana h mera aur iska toh saath bda purana h bachpan mey aksar daant se bach kr yaha chup jaati thi sayad yahi khudko behtar mehfus smjh mey paati thi kho jaati thi ghanto tk apni hi dhun mey jb hosh aata tbhi kch smjh paati thi k aaj akele andhere mey baith maine yeh jana h mera aur iska saath toh bda purana h

#maiaurandhera #HindiPoem
#Randomlines

People who shared love close

More like this

Trending Topic