White Dhundoge toh sab mil jayega ,
Acha hai ya bura sabka Pata chal jayega,
Bahari chizo ko paana hai,
Toh Bahar Jaana sahi hai ,
Lekin khud ko agr paana chahte ho,
Toh apne andar ki duniya me Jaana hoga ,
Agr tumhe lgta hai ,
ishwar Sach me hai ,
Toh ek baar Sach mann se,
aankhe bndh karke ,
Apne andar zakar dekhna,
Wo ishwar tumhe nazar aa jayega,
Aur dekhna uss din se tum,
har insaan me bhagwan dekh paoge ,
Aur Kisi darwaze par maata tekne se pahle ,
Apne andar ke bndh darwaze ko khol paoge .
©@arav
#findingyourself