kisi bhi cheez ko aadat banane se pehle
ekk baar soch zarur lena chahiye......
kyunki jitna waqt uss aadat ko banane me lagta hai na,
usse kahi jyada waqt & effort uss aadat ko mitane me lagte hain.
phir aadat kisi samaan ki ho, ya phir kisi insaan ki.
©Mkb Nikki
#qoutes #shayari_dil_se
#Rose