koi itna piyara kesa ho sakta h
asma se tuta hua sitara kesa ho sakta h
khamoshi m maan m kai baate atai h
pr samne ata hi baat to chodo nazre bhi nhi mil pati h
nazra chura kr bhi ye dil shant nhi rha pata h
bs yahi sochta rha jata h
ki
koi itna piyara kesa ho sakta h
©Ayush Singh Rajput
#mohabbat