Naa jeebhar hasne deti hai , na khulkar rone deti | हिंदी कविता Video

"Naa jeebhar hasne deti hai , na khulkar rone deti hai..... Ye bheed mujhe puri tarh tanha bhi na hone deti hai..... Naa chawwn deti hai mujhko Naahi puri dhoop Nazar karti hai..... Ye zindagi bhi meri kaisi imtehaan leti hai.... Haathon me kaam itne hain , Aankhon me bhare sapne hain ..... Fir kyun kaya rogon ke ghar se vidaa nahi leti hai .....( Rogmukt shareer ki kamna karta hriday ) Ye chaand - sitaare , ped -titaliyan nadiyaan , jharne aur samander , mere khwabon ki nigraani khoob kya karte hain ..... Fir kyun lahron me mere khwaab bhaybheet hua karte hai....( My dreams are protected by the universe or God then why do I feel insecure sometimes? ) Dil Naummed bhi nahi hota, Naahin sukoon mukammal milta hai ...... Ye kaise kaise uljhan me mera jeevan roj bhatakta hai..... ye kaise kaise uljhan me mera jeevan roj bhatakta hai.....✍️ ©Ajnabii Inherself "

Naa jeebhar hasne deti hai , na khulkar rone deti hai..... Ye bheed mujhe puri tarh tanha bhi na hone deti hai..... Naa chawwn deti hai mujhko Naahi puri dhoop Nazar karti hai..... Ye zindagi bhi meri kaisi imtehaan leti hai.... Haathon me kaam itne hain , Aankhon me bhare sapne hain ..... Fir kyun kaya rogon ke ghar se vidaa nahi leti hai .....( Rogmukt shareer ki kamna karta hriday ) Ye chaand - sitaare , ped -titaliyan nadiyaan , jharne aur samander , mere khwabon ki nigraani khoob kya karte hain ..... Fir kyun lahron me mere khwaab bhaybheet hua karte hai....( My dreams are protected by the universe or God then why do I feel insecure sometimes? ) Dil Naummed bhi nahi hota, Naahin sukoon mukammal milta hai ...... Ye kaise kaise uljhan me mera jeevan roj bhatakta hai..... ye kaise kaise uljhan me mera jeevan roj bhatakta hai.....✍️ ©Ajnabii Inherself

#Jeevan

People who shared love close

More like this

Trending Topic