Kya sach me hum azaad hain Mujhe to nhi lagta, sha | English Sad Video

"Kya sach me hum azaad hain Mujhe to nhi lagta, shayad aap hain Kehte hain desh ki azadi ko 78 saal ho gye! Aap sirf ek din bataiye jab apka koi der raat bahar ho aur aap chain se so gye? Azaadi sirf jhande fehrane aur deshbhakti ke gaano ko gaane ke liye hi thi? Ya insab ke upar uth khule asmaan ke neeche sab ek barabar saans le sake iskeliye.! Mujhe Darr lgta hai ab hadd se zyada lagne laga hai Jab mera koi apna sunsaan rasto pe ya akela kahin se guzarta hai Ye Darr hai aur hum azaadi mana rhe Hume koi ya hum khud ko bewakuf bana rhe Ab jab pta chal gya hai ki Kyun kya kaise hua aur kaun kaun Mila hai Insaniyat ko taar taar karne me To mera sawaal sirf ek hai ki Intezar kiska kar rhe hain hum Kaat kyun nahin dete?? System se justice dilate dilate ek umar beet jayegi Tab tak na jane kitno ki aabroo aur kitno ki jaan leli jayegi. Kuch sazaayein kanoon ke dayre ke bahar rakhiye Jisne jaisa kiya jiske sath usko unhi ke hawaale kariye Aisa na ho ki kahin kisi din ya raat apko koi apna Lakeer ke us paar bina saanso ke leta ho Aur aap kanoon ke darwaze khat'khate hue thak jaye Aur kanoon bolta reh jaye ki bas abhi kar ke deta hoon. ©Prakharlikhtehain "

Kya sach me hum azaad hain Mujhe to nhi lagta, shayad aap hain Kehte hain desh ki azadi ko 78 saal ho gye! Aap sirf ek din bataiye jab apka koi der raat bahar ho aur aap chain se so gye? Azaadi sirf jhande fehrane aur deshbhakti ke gaano ko gaane ke liye hi thi? Ya insab ke upar uth khule asmaan ke neeche sab ek barabar saans le sake iskeliye.! Mujhe Darr lgta hai ab hadd se zyada lagne laga hai Jab mera koi apna sunsaan rasto pe ya akela kahin se guzarta hai Ye Darr hai aur hum azaadi mana rhe Hume koi ya hum khud ko bewakuf bana rhe Ab jab pta chal gya hai ki Kyun kya kaise hua aur kaun kaun Mila hai Insaniyat ko taar taar karne me To mera sawaal sirf ek hai ki Intezar kiska kar rhe hain hum Kaat kyun nahin dete?? System se justice dilate dilate ek umar beet jayegi Tab tak na jane kitno ki aabroo aur kitno ki jaan leli jayegi. Kuch sazaayein kanoon ke dayre ke bahar rakhiye Jisne jaisa kiya jiske sath usko unhi ke hawaale kariye Aisa na ho ki kahin kisi din ya raat apko koi apna Lakeer ke us paar bina saanso ke leta ho Aur aap kanoon ke darwaze khat'khate hue thak jaye Aur kanoon bolta reh jaye ki bas abhi kar ke deta hoon. ©Prakharlikhtehain

independence day!

People who shared love close

More like this

Trending Topic