Is Zindgi ka hissa har Koi banta h
Koi Acha toh Koi
bura ithaas rachta h
dard dene wale Apne hi the
Warna dusra toh Bss
Apna hissab rakhta hai
todne wale Apne hi the
Ab judh Kar Karna bhi kya...
Ab Bikhar chuke h pure
samith Kar krna Bhi kya..
©Seema Maurya
#WinterEve