#AzaadKalakaar ♥Poem Title♥ MAI BHARAT KA JAVAAN H

"#AzaadKalakaar ♥Poem Title♥ MAI BHARAT KA JAVAAN HU, DUSMAN SE NII DARTA Mai bharat ka javaan hu dusman se nii darta-2... Marusthal ki ret hu mai siyachin ka asmaan hu... Mai bharat ka javaan hu....... Mai june me jalati ret pe lete kahta hu sardi aaj km h... December ki thand pi ke kahta hu garmi aaj km h... Mai barf me 9din dafn rahkr jinda nikalta hu-2... seene me apni sans ko tukado me bharta hu.. Mai hind Mahasagar ke kapade bdlta hu.. -30degree me raifal tangke tahlne niklta hu.. Adamjaad ki aukaat kya jb mai kudrat se nii drta.. Mai bharat ka javaan hu mai....... Mere diwali me ujalo ka khayal tk nii... Mere Holi me risto ka gulaal tk nii... Chaand🌙 hr IId pe tanhai lata h.. Mujhe rakhee bandhane buss ek Lifafa hi aata h... Apane Maa ke pair chuye mujhe arasa ho gaya .. Mera baap mere intjaar me boodha ho gaya... Meri bivi sundoor laga ke bhi lagati kuari h,maine jarurat ka gala ghota jarurat nakari h.. Ha mai nirdai hu-2 mai apane ujadte ghar agan se nii darata... Ha mai bharat ka javaan hu.. Magar mai darata hu h Mai bhi darata hu nafarat ki aag 🔥se,Majhab ke cholo se,Siyasat ke katil sapolo se, hawa me faili Afvaaho se, Mai sailaan ek gumraah se darata hu, Ha der h mujhe Meri jer jamee ko mere apane ujadege,khoon ki Moharo se ye khud ko sajayege, Mai majboor hu mai kam jor hu mai unase lad nii sakta ,apano ki taraf bandook lekr badh nii sakta, Mai bus bol sakta hu,mai bhro ki tarah googa mgr mai phir bhi boluga.. Hajaro saal ki sabhyata ko jara gaur se dekho.. Suno tum avaaj mn ki jara gahrai se socho... Tumhe kya sach me lgta h kya koi apana paraya h... Hua paida jo is desh me kya bhr se Aaya h...Sabhi ka khoon h Samil,lagi sabaki kurbaniya.. Sabaki haddiyo ko jod ke Bhrarat banaya h-2.. Tumhe agr isq h isase to ise dil se apnao...2 Koi puche agr Majhab to Hindustaan batana.. Kabhi n tod Payegi koi Andhi Siyasat ki.. Judo aise jado ki zindagi ki jaan kahlao... Pahadivadiya maidaan Sahil ho ya sehra ho... Tiranga Teen Rango ka bane dikhata sunhara ho... Yuva sath ne pran le ( Mai Sarhad pe khada hu tum mere aagan pe pahra do-2 Mai bharat ka javaan hu...2 JAI HIND,JAI BHARAT ©Ayushi Singh"

 #AzaadKalakaar ♥Poem Title♥
MAI BHARAT KA JAVAAN HU,
DUSMAN SE NII DARTA
Mai bharat ka javaan hu dusman se nii darta-2...
Marusthal ki ret hu mai siyachin ka asmaan hu...
Mai bharat ka javaan hu.......
Mai june me jalati ret pe lete kahta hu sardi aaj km h...
December ki thand pi ke kahta hu garmi aaj km h...
Mai barf me 9din dafn rahkr jinda nikalta hu-2...
seene me apni sans ko tukado me bharta hu..
Mai hind Mahasagar ke kapade bdlta hu..
-30degree me raifal tangke tahlne niklta hu..
Adamjaad ki aukaat kya jb mai kudrat se nii drta..
Mai bharat ka javaan hu mai.......
Mere diwali me ujalo ka khayal tk nii...
Mere Holi me risto ka gulaal tk nii...
Chaand🌙 hr IId pe tanhai lata h..
Mujhe rakhee bandhane buss ek Lifafa hi aata h...
Apane Maa ke pair chuye mujhe arasa ho gaya ..
Mera baap mere 
intjaar me boodha ho gaya...
Meri bivi sundoor laga ke bhi lagati kuari h,maine jarurat ka gala ghota jarurat nakari h..
Ha mai nirdai hu-2 mai apane ujadte ghar agan se nii  darata...
Ha mai bharat ka javaan hu..
Magar mai darata hu h Mai bhi darata hu nafarat ki aag 🔥se,Majhab ke cholo se,Siyasat  ke katil sapolo se, hawa me faili Afvaaho se,
Mai sailaan ek gumraah se darata hu,
Ha der h mujhe Meri jer jamee ko mere apane ujadege,khoon ki  Moharo se ye khud ko sajayege,
Mai majboor hu mai kam jor hu mai unase lad nii sakta ,apano ki taraf bandook lekr badh nii sakta,
Mai bus bol sakta hu,mai bhro ki tarah googa mgr mai phir bhi boluga..
Hajaro saal ki sabhyata ko jara gaur se dekho..
Suno tum avaaj mn ki jara gahrai se socho...
Tumhe kya sach me lgta h kya koi apana paraya h...
Hua paida jo is desh me kya bhr se Aaya h...Sabhi ka khoon h Samil,lagi sabaki kurbaniya..
Sabaki haddiyo ko jod ke Bhrarat banaya h-2..
Tumhe agr isq h isase to ise dil se apnao...2
Koi puche agr Majhab to Hindustaan batana..
Kabhi n tod Payegi koi Andhi Siyasat ki..
Judo aise jado ki zindagi ki jaan kahlao...
Pahadivadiya maidaan Sahil ho ya sehra ho...
Tiranga Teen Rango ka bane dikhata sunhara ho...
Yuva sath ne pran le ( Mai Sarhad pe khada hu tum mere aagan pe pahra do-2
Mai bharat ka javaan hu...2

JAI HIND,JAI BHARAT

©Ayushi Singh

#AzaadKalakaar ♥Poem Title♥ MAI BHARAT KA JAVAAN HU, DUSMAN SE NII DARTA Mai bharat ka javaan hu dusman se nii darta-2... Marusthal ki ret hu mai siyachin ka asmaan hu... Mai bharat ka javaan hu....... Mai june me jalati ret pe lete kahta hu sardi aaj km h... December ki thand pi ke kahta hu garmi aaj km h... Mai barf me 9din dafn rahkr jinda nikalta hu-2... seene me apni sans ko tukado me bharta hu.. Mai hind Mahasagar ke kapade bdlta hu.. -30degree me raifal tangke tahlne niklta hu.. Adamjaad ki aukaat kya jb mai kudrat se nii drta.. Mai bharat ka javaan hu mai....... Mere diwali me ujalo ka khayal tk nii... Mere Holi me risto ka gulaal tk nii... Chaand🌙 hr IId pe tanhai lata h.. Mujhe rakhee bandhane buss ek Lifafa hi aata h... Apane Maa ke pair chuye mujhe arasa ho gaya .. Mera baap mere intjaar me boodha ho gaya... Meri bivi sundoor laga ke bhi lagati kuari h,maine jarurat ka gala ghota jarurat nakari h.. Ha mai nirdai hu-2 mai apane ujadte ghar agan se nii darata... Ha mai bharat ka javaan hu.. Magar mai darata hu h Mai bhi darata hu nafarat ki aag 🔥se,Majhab ke cholo se,Siyasat ke katil sapolo se, hawa me faili Afvaaho se, Mai sailaan ek gumraah se darata hu, Ha der h mujhe Meri jer jamee ko mere apane ujadege,khoon ki Moharo se ye khud ko sajayege, Mai majboor hu mai kam jor hu mai unase lad nii sakta ,apano ki taraf bandook lekr badh nii sakta, Mai bus bol sakta hu,mai bhro ki tarah googa mgr mai phir bhi boluga.. Hajaro saal ki sabhyata ko jara gaur se dekho.. Suno tum avaaj mn ki jara gahrai se socho... Tumhe kya sach me lgta h kya koi apana paraya h... Hua paida jo is desh me kya bhr se Aaya h...Sabhi ka khoon h Samil,lagi sabaki kurbaniya.. Sabaki haddiyo ko jod ke Bhrarat banaya h-2.. Tumhe agr isq h isase to ise dil se apnao...2 Koi puche agr Majhab to Hindustaan batana.. Kabhi n tod Payegi koi Andhi Siyasat ki.. Judo aise jado ki zindagi ki jaan kahlao... Pahadivadiya maidaan Sahil ho ya sehra ho... Tiranga Teen Rango ka bane dikhata sunhara ho... Yuva sath ne pran le ( Mai Sarhad pe khada hu tum mere aagan pe pahra do-2 Mai bharat ka javaan hu...2 JAI HIND,JAI BHARAT ©Ayushi Singh

#Mai Bharat ka javaan hu Mai dusman se nii darta..

#AzaadKalakaar

People who shared love close

More like this

Trending Topic