Raat bhar ek chand ka saya raha taaron se bhara kh | English Shayari V

"Raat bhar ek chand ka saya raha taaron se bhara khubsurat nazara raha maujud thi uski thandak is tarah meri aankhon me usi k ishq me khwab bhi mujhe usi chand ka ata Raha ab har raat uska intezaar sata raha ye ishq hai ya fitoor bas isi ka khayal raat bhar aata raha. wo chand mujhper nazrein jamaye takta raha meri khamoshi ko wo badal me chupker bhi sunta raha uska ye andaaz mujhe bhata raha meri mohabbat ka alaam badhta raha aur isi tarah har raat chand ka saaya raha❤️ ©Aarzoo panda "

Raat bhar ek chand ka saya raha taaron se bhara khubsurat nazara raha maujud thi uski thandak is tarah meri aankhon me usi k ishq me khwab bhi mujhe usi chand ka ata Raha ab har raat uska intezaar sata raha ye ishq hai ya fitoor bas isi ka khayal raat bhar aata raha. wo chand mujhper nazrein jamaye takta raha meri khamoshi ko wo badal me chupker bhi sunta raha uska ye andaaz mujhe bhata raha meri mohabbat ka alaam badhta raha aur isi tarah har raat chand ka saaya raha❤️ ©Aarzoo panda

chand se ishq😍❤️

People who shared love close

More like this

Trending Topic