White kuch chijen jab badalti hai
jab duniya thmti hai
par kismat ki un raaho me
duniya ki jaan basti hai
bhale hi aap pure shiddat
se khush ho ya dukhi
kuch lamhe khushi se
bhar jaate hai agar maano to
takdeer bhi uske sath hoti hai
jisne khud ko bnaya hai
varna sochkar bhi kuch
anjaan hai khud ke karm se
ye bhul mat jaana ki kya kisne kya kiya
ek din hakikat unhe bhi ayina dikhaygi
©Ajita Bansal
#car kuch baaten