Jeeni hai ek lambi umar tum saath nibha paogi kya, | English Shayari V

"Jeeni hai ek lambi umar tum saath nibha paogi kya, Pyar hai tujhse iss baat ka naara laga paogi kya, Main ladd kar aaunga ghar se tum milne aa paogi kya, Or agar ye ishq, mohabbat, pyar pagalpan lagta hai tumko, To hamari inn yaado ko dafna paogi kya, Or tum humari fikar mat krna, Humpr marne ka dawa mat karna, Agar pata chala duniya ko, To tum unke taane sunn paaogi kya, Or Jeeni hai ek lambi umar tum saath nibha paogi kya, Tum saath nibha paogi kya......... ©Shaikh Abrar "

Jeeni hai ek lambi umar tum saath nibha paogi kya, Pyar hai tujhse iss baat ka naara laga paogi kya, Main ladd kar aaunga ghar se tum milne aa paogi kya, Or agar ye ishq, mohabbat, pyar pagalpan lagta hai tumko, To hamari inn yaado ko dafna paogi kya, Or tum humari fikar mat krna, Humpr marne ka dawa mat karna, Agar pata chala duniya ko, To tum unke taane sunn paaogi kya, Or Jeeni hai ek lambi umar tum saath nibha paogi kya, Tum saath nibha paogi kya......... ©Shaikh Abrar

bolo tum kar paogi kya....???
#intezaar #SAD #Broken

People who shared love close

More like this

Trending Topic