Tujhse wafa nibhate nibhate humne har shay se bew

"Tujhse wafa nibhate nibhate humne har shay se bewafai ki hai Haal-e-dil yun hai ke zuban khamosh Hai meri Magar jagti ankho mein kayi kahaniya Dabayi hai Tum shayad jante nhi mere dil ka manzar Tere chuppi se hi meri dhadhane bhi ghabrayi si hai Bus galatfehmi hai agar teri chahat mere liye Mujhe isi vehm mein jeene dena Hum nibha lenge yeh rishra jo ek tarfa hai Bus sath tum chalte rehna Hamsafar na sahi hamkadam hi sahi Jeene ke liye tere khareeb hone ka eshaas hi kafi hai Tujhse mohobaat ke izhar ka dar nhi Mujhe Par tere inkar ka dar hai Yeh tere sath se jo sukoon hai Usse khona nhi chahta chahe mile na mile tu magar Is safar mein chalte hue tere sath mein rukna nhi chahta Tum mere ho is pal mein yeh hi kafi hai Is ek tarfa pyar mein bhi meri mohobaat kafi hai mere liye Ab toh mera wajood ka bhi har hissa tera hai Jisse khud se juda mein ab karna nhi chahta"

 Tujhse wafa nibhate nibhate humne  har shay se bewafai ki hai 
Haal-e-dil yun hai ke zuban khamosh 
Hai meri 
Magar jagti ankho mein kayi kahaniya 
Dabayi hai 
Tum shayad jante nhi mere dil ka manzar 
Tere chuppi se hi meri dhadhane bhi ghabrayi si hai
Bus galatfehmi hai agar teri chahat mere liye 
Mujhe isi vehm mein jeene dena 
Hum nibha lenge yeh rishra jo ek tarfa hai
Bus sath tum chalte rehna 
Hamsafar na sahi hamkadam hi sahi
Jeene ke liye tere khareeb hone ka eshaas hi kafi hai 
Tujhse mohobaat ke izhar ka dar nhi
Mujhe
Par tere inkar ka dar hai 
Yeh tere sath se jo sukoon hai 
Usse khona nhi chahta chahe mile na mile tu magar 
Is safar mein chalte hue tere sath mein rukna nhi chahta 
Tum mere ho is pal mein yeh hi kafi hai 
Is ek tarfa pyar mein bhi meri mohobaat kafi hai mere liye 
Ab toh mera wajood ka bhi har hissa tera hai 
Jisse khud se juda mein ab karna nhi chahta

Tujhse wafa nibhate nibhate humne har shay se bewafai ki hai Haal-e-dil yun hai ke zuban khamosh Hai meri Magar jagti ankho mein kayi kahaniya Dabayi hai Tum shayad jante nhi mere dil ka manzar Tere chuppi se hi meri dhadhane bhi ghabrayi si hai Bus galatfehmi hai agar teri chahat mere liye Mujhe isi vehm mein jeene dena Hum nibha lenge yeh rishra jo ek tarfa hai Bus sath tum chalte rehna Hamsafar na sahi hamkadam hi sahi Jeene ke liye tere khareeb hone ka eshaas hi kafi hai Tujhse mohobaat ke izhar ka dar nhi Mujhe Par tere inkar ka dar hai Yeh tere sath se jo sukoon hai Usse khona nhi chahta chahe mile na mile tu magar Is safar mein chalte hue tere sath mein rukna nhi chahta Tum mere ho is pal mein yeh hi kafi hai Is ek tarfa pyar mein bhi meri mohobaat kafi hai mere liye Ab toh mera wajood ka bhi har hissa tera hai Jisse khud se juda mein ab karna nhi chahta

Tujhse wafa nibhate nibhate humne har shay se bewafai ki hai
Haal-e-dil yun hai ke zuban khamosh
Hai meri
Magar jagti ankho mein kayi kahaniya
Dabayi hai
Tum shayad jante nhi mere dil ka manzar
Tere chuppi se hi meri dhadhane bhi ghabrayi si hai
Bus galatfehmi hai agar teri chahat mere liye

People who shared love close

More like this

Trending Topic