Alone # safarnama safar ki shuruat kuch is tarah | हिंदी विचार

"Alone # safarnama safar ki shuruat kuch is tarah se hui ki kadam rukte nahi par safar mera jari raha mujhe pahodo par ghumna behad pasand tha..mein ek bar mussurie ki vadiyon mei jab gyi waha ki haryali pahado ki vo thandi thandi hawa...ek alag sa mahol tha..logo ko kabhi rukte nhi dekha sab chle ja rhe they..meine waha har ek ko rojgar parak dekha..sab apne lie kuch na kuch aisa kaam krke apni amdani kharcha nikal lete they..sab ki meethi juban dekhi...vishwas ke bharose ke pakke log dekhe...warna aaj ke time mei kaha koi bharosa karne wala milta hai doston..unvadiyon mei bas koi agar upar se unchai se kdha hokar niche dekhe raat ko to aisa lagta hai mano chote chote diye jalae ho kisi ne..jaise jaise upar ki taraf hum badhte jate hai niche ka rasta diye sa jagmagata hua dikhta hai hume..bas waha se aane ke bad fir laut ke mei shehar ko aai to vo sab bas ek yadgar safar ban gya mera..mei fir jana chahungi us divya nagri mei.. thank u 🙏🥰 ©Samriddhi"

 Alone  # safarnama
safar ki shuruat kuch is tarah se hui ki kadam rukte nahi  par safar mera jari raha
mujhe pahodo par ghumna behad pasand tha..mein ek bar mussurie ki vadiyon mei jab gyi waha ki haryali pahado ki vo thandi thandi hawa...ek alag sa mahol tha..logo ko kabhi rukte nhi dekha sab chle ja rhe they..meine waha har ek ko rojgar parak dekha..sab apne lie kuch na kuch aisa kaam krke apni amdani kharcha nikal lete they..sab ki meethi juban dekhi...vishwas ke bharose ke  pakke log dekhe...warna aaj ke time mei kaha koi bharosa karne wala milta hai doston..unvadiyon mei bas koi agar upar se unchai se kdha hokar niche dekhe raat ko to aisa lagta hai mano chote chote diye jalae ho kisi ne..jaise jaise upar ki taraf hum badhte jate hai  niche ka rasta diye sa jagmagata hua  dikhta hai hume..bas waha se aane ke bad fir laut ke mei shehar ko aai to vo sab bas ek yadgar safar ban gya mera..mei fir jana chahungi us divya nagri mei..
thank u 🙏🥰

©Samriddhi

Alone # safarnama safar ki shuruat kuch is tarah se hui ki kadam rukte nahi par safar mera jari raha mujhe pahodo par ghumna behad pasand tha..mein ek bar mussurie ki vadiyon mei jab gyi waha ki haryali pahado ki vo thandi thandi hawa...ek alag sa mahol tha..logo ko kabhi rukte nhi dekha sab chle ja rhe they..meine waha har ek ko rojgar parak dekha..sab apne lie kuch na kuch aisa kaam krke apni amdani kharcha nikal lete they..sab ki meethi juban dekhi...vishwas ke bharose ke pakke log dekhe...warna aaj ke time mei kaha koi bharosa karne wala milta hai doston..unvadiyon mei bas koi agar upar se unchai se kdha hokar niche dekhe raat ko to aisa lagta hai mano chote chote diye jalae ho kisi ne..jaise jaise upar ki taraf hum badhte jate hai niche ka rasta diye sa jagmagata hua dikhta hai hume..bas waha se aane ke bad fir laut ke mei shehar ko aai to vo sab bas ek yadgar safar ban gya mera..mei fir jana chahungi us divya nagri mei.. thank u 🙏🥰 ©Samriddhi

#safarnama

#hindikahawat

People who shared love close

More like this

Trending Topic