Joh sapne humne dekhe the woh kahin bikhar si gayi | English Shayari V

"Joh sapne humne dekhe the woh kahin bikhar si gayi hain Woh neela asmaan aur khubsurat si lehre kahin door ja chukhi hain Ghar basana tha Hume samandar kinaare Kayi yadein banani thi Hume uss kinare Khush rehna tha hume ek dusre ke bahon main aab haal esa hai ki tu kahin door kisi asmaan ke neeche hai aur kambwaqt hum kisi samandar ke andaar doobe ja rahe hain.... ©Spandan Rout "

Joh sapne humne dekhe the woh kahin bikhar si gayi hain Woh neela asmaan aur khubsurat si lehre kahin door ja chukhi hain Ghar basana tha Hume samandar kinaare Kayi yadein banani thi Hume uss kinare Khush rehna tha hume ek dusre ke bahon main aab haal esa hai ki tu kahin door kisi asmaan ke neeche hai aur kambwaqt hum kisi samandar ke andaar doobe ja rahe hain.... ©Spandan Rout

#love #Quote #SAD #Poetry

People who shared love close

More like this

Trending Topic