Khun ko ab syahi, jazbat ko alfaz btati hu Shayar

"Khun ko ab syahi, jazbat ko alfaz btati hu Shayar hu Saab khud ko ek kissa btati hu Dil ki dehleez me dastak na Dena koi Musafir hu m khud ko lapata btati hu Ke galti se hi sahi, galat ho gyi Mai Dil lutaya or badnam ho gyi Mai Khyal na kiya, ke mera dil to ek panchi hai Jisne pakadna chaha, uske hath se ud gyi Mai ©hide__emotions"

 Khun ko ab syahi,  jazbat ko alfaz btati hu
Shayar hu Saab khud ko ek kissa btati hu
Dil ki dehleez me dastak na Dena koi 
Musafir hu m khud ko lapata btati hu
Ke galti se hi sahi,  galat ho gyi Mai 
Dil lutaya or badnam ho gyi Mai 
Khyal na kiya,  ke mera dil to ek panchi hai
Jisne pakadna chaha,  uske hath se ud gyi Mai

©hide__emotions

Khun ko ab syahi, jazbat ko alfaz btati hu Shayar hu Saab khud ko ek kissa btati hu Dil ki dehleez me dastak na Dena koi Musafir hu m khud ko lapata btati hu Ke galti se hi sahi, galat ho gyi Mai Dil lutaya or badnam ho gyi Mai Khyal na kiya, ke mera dil to ek panchi hai Jisne pakadna chaha, uske hath se ud gyi Mai ©hide__emotions

#Morning

People who shared love close

More like this

Trending Topic