White har din humhe yaad aati ho !!!
kya is mohhobaat ka koi referee bhi hai ya mein akela hi hu is mohhobaat ke medan mai..
galtiya hoti hai sabse par jo maaf krde har baari tumhari nadaani samaj ke.. woh nadaan ni hota bas woh tmko khona ni
chahta kyuki mohhobaat ek se hoti hai !!
ek baar hoti hai jo baar baar ho wo mohhobaat ni
hoti !!
©Nik.lekhak
#dill ki baate bas likh deta hu bakki main kaha hu kisiko parwah ni h