Rehmat Mai maang mang ke thakk gaya , Dete dete us

"Rehmat Mai maang mang ke thakk gaya , Dete dete uska haath na ruka .... Meri Chandar ab choti pad gai, Uski rehmaton ke aage, mai ro pada.... Dhool se bana har shaks, khwaaab Hazaaro liye khada, Chand lamho ki ye zindagi, Aur mitti me jaa mila.... Zubaan meri ladkhadaa rahi.... Naam lene ki haisiyat nahi.... Kin lafzon me shukriya karoon, Khudgarz dil ki ye kehfiyat nahi.... Mai maang mang ke thakk gaya , Dete dete uska haath na ruka .... ©Imad Sultan Khan"

 Rehmat
Mai maang mang ke thakk gaya ,
Dete dete uska haath na ruka ....
Meri Chandar ab choti pad gai, 
Uski rehmaton ke aage, mai ro  pada....
Dhool se bana har shaks,
khwaaab Hazaaro liye khada, 
Chand lamho ki ye zindagi,
Aur mitti me jaa mila....
Zubaan meri ladkhadaa rahi....
Naam lene ki haisiyat nahi....
Kin lafzon me shukriya karoon,
Khudgarz dil ki ye kehfiyat nahi....
Mai maang mang ke thakk gaya ,
Dete dete uska haath na ruka ....

©Imad Sultan Khan

Rehmat Mai maang mang ke thakk gaya , Dete dete uska haath na ruka .... Meri Chandar ab choti pad gai, Uski rehmaton ke aage, mai ro pada.... Dhool se bana har shaks, khwaaab Hazaaro liye khada, Chand lamho ki ye zindagi, Aur mitti me jaa mila.... Zubaan meri ladkhadaa rahi.... Naam lene ki haisiyat nahi.... Kin lafzon me shukriya karoon, Khudgarz dil ki ye kehfiyat nahi.... Mai maang mang ke thakk gaya , Dete dete uska haath na ruka .... ©Imad Sultan Khan

Rehmat
#rehmat #Dua #Shayari #nazm #ghazal #Khuda #Barkat #Nojoto #urdu #Poetry

People who shared love close

More like this

Trending Topic