Maa aankhon ki kat putli ka Dana hai,
Maa sari duniya ki Aankhon ka nazara hai,🥀
Maa ek kok se janam deti hai,
Maa ek kok se janam ki pechane banati hai,🥀
Maa Sitha hai Sabri hai sarswati hai
Maa Radha hai rukmani hai Pooja hai,🥀
Maa khatune jannath hai,
Maa ki Mamta se Duwa ki manat hai,🥀
Maa Fatima hai Aysha hai
Maa dayi hailma se mohabbat ki
mohabbat hai,🥀
Maa Kushi hai dard hai
Jeevan ki saari subidha ka arth hai,🥀
Maa Jyoti hai Jwala hai,
Maa ke jeevan se sansar ka ujala hai,🥀
Maa ka roop sab se nirala hai,
Maa ka roop iswar se bhi aala hai,🥀
©Aj stories
#dilsedosti #womeninternational @Sherni @Adhuri Hayat @Parastish Turbat शायरा माही (पहाड़ी छोरी) @Anshu writer