White Janam ladke k rup mein hua , magar badan lad | हिंदी Poetry Vide

"White Janam ladke k rup mein hua , magar badan ladki ban ne ko taras rha tha , main andar se mayus magar baaki k aakhon se khushi ka aasu baras rha tha ... bachpan laad pyaar mein bita , ladka tha n , papa ko pyaara tha mummy ka dulara tha ...!! aadha bachpan bita tb ehsaas hua ye rup mujhe har roz tod rahi hai lag rha tha jse zindagi har roz mujhse muh mod rahi hai socha papa bahot pyaar krte hain isliye sbse pehle unhe batana chahiye tb iss ladke ko kaha malum tha ki aesi baatein kisi se ni batana chahiye Jb ghut ghut k jeene lga toh socha iss se toh achha h ki ghar chhod k bhaag jana chahiye kyuki Didi ne sikhaya tha zindagi mein kuch bhi ho jaaye kbhi haar nahi maan na chahiye zindagi mein phir wo shaam bhi aayi jb ghar se bhaag kar mumbai chali aayi . ! waha kinnaron ko dekh kar mn khush ho jata tha mera tb lga ki chalo haan iss duniya mein koi toh hai mera Maine pet bharne k liye har nukkad har chaurahe pr kaam kiya tha khud k pet bharne ka shayad tb yhi ek tarika tha Aur phir wo din aaya jb maine apni zindagi ka sbse kathin faisla liya tha maine khud k ling parivartan karne ka faisla liya tha yha aspataal mein main zindagi aur maut se lad rhi thi apni maa apne pure parivaar ko yaad kar rhi thi uss din main khud ko puri tarah ladki bna chuki thi wahi dusri taraf papa k liye main zinda hi mar chuki thi uske baad maine ye thaan liya tha iss jahan mein mre alawa koi ni mra iss baat ko maine maan liya tha Har tufaan har aandhi se khud hi ladna hoga mujhe ab har kadam har mod pr khud ko sahi saabit krna hoga khud aesa kaam kiya ki aaj sb logon mein mera zikr hota hai ye sb dekh kar mujhe khud pr bahot fakr hota hai Aur Main sawaan ki fizaa khushiyon bhari basant hu Namaskaar main - "GAURI SAWANT HUN !!" ©ALFAAZ_SHAYAR "

White Janam ladke k rup mein hua , magar badan ladki ban ne ko taras rha tha , main andar se mayus magar baaki k aakhon se khushi ka aasu baras rha tha ... bachpan laad pyaar mein bita , ladka tha n , papa ko pyaara tha mummy ka dulara tha ...!! aadha bachpan bita tb ehsaas hua ye rup mujhe har roz tod rahi hai lag rha tha jse zindagi har roz mujhse muh mod rahi hai socha papa bahot pyaar krte hain isliye sbse pehle unhe batana chahiye tb iss ladke ko kaha malum tha ki aesi baatein kisi se ni batana chahiye Jb ghut ghut k jeene lga toh socha iss se toh achha h ki ghar chhod k bhaag jana chahiye kyuki Didi ne sikhaya tha zindagi mein kuch bhi ho jaaye kbhi haar nahi maan na chahiye zindagi mein phir wo shaam bhi aayi jb ghar se bhaag kar mumbai chali aayi . ! waha kinnaron ko dekh kar mn khush ho jata tha mera tb lga ki chalo haan iss duniya mein koi toh hai mera Maine pet bharne k liye har nukkad har chaurahe pr kaam kiya tha khud k pet bharne ka shayad tb yhi ek tarika tha Aur phir wo din aaya jb maine apni zindagi ka sbse kathin faisla liya tha maine khud k ling parivartan karne ka faisla liya tha yha aspataal mein main zindagi aur maut se lad rhi thi apni maa apne pure parivaar ko yaad kar rhi thi uss din main khud ko puri tarah ladki bna chuki thi wahi dusri taraf papa k liye main zinda hi mar chuki thi uske baad maine ye thaan liya tha iss jahan mein mre alawa koi ni mra iss baat ko maine maan liya tha Har tufaan har aandhi se khud hi ladna hoga mujhe ab har kadam har mod pr khud ko sahi saabit krna hoga khud aesa kaam kiya ki aaj sb logon mein mera zikr hota hai ye sb dekh kar mujhe khud pr bahot fakr hota hai Aur Main sawaan ki fizaa khushiyon bhari basant hu Namaskaar main - "GAURI SAWANT HUN !!" ©ALFAAZ_SHAYAR

Namaskaar main gauri sawant hun
#biography #gaurisawant #tribute
#Love #Like #Nojoto

People who shared love close

More like this

Trending Topic