karen kya hum udan babu... maan gaye hai hum haar | English Poetry Vid

"karen kya hum udan babu... maan gaye hai hum haar babu.... mol riston ka pata tha hume ..... isliye sub kuch bardash karte aye..... ab budhe hue hai to jaan gaye hai kya hai aulaad babu.... bacchpan me kadhe pe bithaye mela dikhaya tha jinko dawao aur jaruraton se bandhi umar ko, zimmedari uthane se kar rahi hai inkaar wahi aulaad babu.... jitna kamaya sb lutaya ghar banaya ,baccho ko kabil banaya, unki jholi rahe bhari kar diya khali isliye apna hath babu..... maan gaye hai hum haar apni hi aulaad se babu khane ko dete nahi , dard humara humse pucchate nhi aaj bhi in bacchi haddiyon se nikaal rahe hai ye kaam babu maan gaye hum haar babu.... karte hai karz ye ,chalate hai gadi gadi me tel hai dalna to paise chahiye baap se babu..... maan gaye hum haar babu .... inko hai sirf apni padi kamana inko hai nahi.... par udane hai paise.... agar maang lu kuch paise to sunne ko milta hai bht bolte hai aap, 1000 me chalaiye mahine ka kharch ..... sugar ,bp ,wali umer hai humari.... ab kya hi hisab de babu.... hum to har gaye hai ... apni hi aulaad se babu..... ©kritim maitri:) "

karen kya hum udan babu... maan gaye hai hum haar babu.... mol riston ka pata tha hume ..... isliye sub kuch bardash karte aye..... ab budhe hue hai to jaan gaye hai kya hai aulaad babu.... bacchpan me kadhe pe bithaye mela dikhaya tha jinko dawao aur jaruraton se bandhi umar ko, zimmedari uthane se kar rahi hai inkaar wahi aulaad babu.... jitna kamaya sb lutaya ghar banaya ,baccho ko kabil banaya, unki jholi rahe bhari kar diya khali isliye apna hath babu..... maan gaye hai hum haar apni hi aulaad se babu khane ko dete nahi , dard humara humse pucchate nhi aaj bhi in bacchi haddiyon se nikaal rahe hai ye kaam babu maan gaye hum haar babu.... karte hai karz ye ,chalate hai gadi gadi me tel hai dalna to paise chahiye baap se babu..... maan gaye hum haar babu .... inko hai sirf apni padi kamana inko hai nahi.... par udane hai paise.... agar maang lu kuch paise to sunne ko milta hai bht bolte hai aap, 1000 me chalaiye mahine ka kharch ..... sugar ,bp ,wali umer hai humari.... ab kya hi hisab de babu.... hum to har gaye hai ... apni hi aulaad se babu..... ©kritim maitri:)

#PARENTS#love#aulaad#Kandha#Bacche#Paise#zimmedari

People who shared love close

More like this

Trending Topic