Dekha palat ke usne ki hasrat usey bhi thi..... H | हिंदी कविता

"Dekha palat ke usne ki hasrat usey bhi thi..... Hum jis pe mitt gaye the muhabbat usey bhi thi...... Chup ho gaya tha dekh kar woh bhi idhar udhar..... Duniya se meri taraha shikaayat usey bhi thi..... Ye soch kar andhere gale laga liye..... Raaton ko jaagne ki aadat usey bhi thi..... Woh ro diya tha mujh ko pareshaan dekh kar..... Us din laga ki meri kuchh zaroorat usey bhi thi ...!!"

 Dekha palat ke usne ki hasrat usey bhi thi.....

Hum jis pe mitt gaye the muhabbat usey bhi thi......

Chup ho gaya tha dekh kar woh bhi idhar udhar.....

Duniya se meri taraha shikaayat usey bhi thi.....

Ye soch kar andhere gale laga liye.....

Raaton ko jaagne ki aadat usey bhi thi.....

Woh ro diya tha mujh ko pareshaan dekh kar.....

Us din laga ki meri kuchh zaroorat usey bhi thi ...!!

Dekha palat ke usne ki hasrat usey bhi thi..... Hum jis pe mitt gaye the muhabbat usey bhi thi...... Chup ho gaya tha dekh kar woh bhi idhar udhar..... Duniya se meri taraha shikaayat usey bhi thi..... Ye soch kar andhere gale laga liye..... Raaton ko jaagne ki aadat usey bhi thi..... Woh ro diya tha mujh ko pareshaan dekh kar..... Us din laga ki meri kuchh zaroorat usey bhi thi ...!!

#footsteps

People who shared love close

More like this

Trending Topic