Mujhe pata hai.. Sab kuch thoda bhari bhari sa hai | English Poetry

"Mujhe pata hai.. Sab kuch thoda bhari bhari sa hai.. Ye lamha.. ye waqt.. ye majboori... Aur itni doori.. Par tum ho wo jo bhut log nahin.. Jajbaat tumhare pure hain.. bas khoyi ho kahin... Kya kahu aur.. Sab kuch bhari bhari sa hai... Kaafi kuch hai jo bayaan karna hai.. Kaafi kuch hai jo bas harkaton se kehna hai.. Aur kaafi kuch hai jo tumhe apno k liye karna hai.. Sab karogi.. sab dekhogi bas bhul jao ki sab bhari bhari sa hai... Main door hun. Par majboor nahin.. Aashiq jaroor hun.. Par kamjor nahin... De baithe hain tumhe bhut kuch.. Yaad rakhna ki picture abhi baaki hai Ishana! ©Prity Rani"

 Mujhe pata hai..
Sab kuch thoda bhari bhari sa hai.. 
Ye lamha.. ye waqt.. ye majboori... Aur itni doori.. 
Par tum ho wo jo bhut log nahin.. 
Jajbaat tumhare pure hain.. bas khoyi ho kahin... 

Kya kahu aur.. 
Sab kuch bhari bhari sa hai... 

Kaafi kuch hai jo bayaan karna hai.. 
Kaafi kuch hai jo bas harkaton se kehna hai.. 
Aur kaafi kuch hai jo tumhe apno k liye karna hai..
Sab karogi.. sab dekhogi bas bhul jao ki sab bhari bhari sa hai... 

Main door hun.
Par majboor nahin.. 
Aashiq jaroor hun.. 
Par kamjor nahin... 

De baithe hain tumhe bhut kuch.. 
Yaad rakhna ki picture abhi baaki hai Ishana!

©Prity Rani

Mujhe pata hai.. Sab kuch thoda bhari bhari sa hai.. Ye lamha.. ye waqt.. ye majboori... Aur itni doori.. Par tum ho wo jo bhut log nahin.. Jajbaat tumhare pure hain.. bas khoyi ho kahin... Kya kahu aur.. Sab kuch bhari bhari sa hai... Kaafi kuch hai jo bayaan karna hai.. Kaafi kuch hai jo bas harkaton se kehna hai.. Aur kaafi kuch hai jo tumhe apno k liye karna hai.. Sab karogi.. sab dekhogi bas bhul jao ki sab bhari bhari sa hai... Main door hun. Par majboor nahin.. Aashiq jaroor hun.. Par kamjor nahin... De baithe hain tumhe bhut kuch.. Yaad rakhna ki picture abhi baaki hai Ishana! ©Prity Rani

#betrayal #

People who shared love close

More like this

Trending Topic