Betabeer sawalon ke peeche kyn jaaya jaaye, khuda | हिंदी Life

"Betabeer sawalon ke peeche kyn jaaya jaaye, khuda ko insaanon ke beech kyn laaya jaaye. Kya itna kaafi nahin ke tu mar jaaega ek din, Teri ana todne ko, aur kya batalaya jaaye. Rahi rooh ghulam bankar arson arsh par, Faqat jism pahnkar ab kyn itraya jaaye. Maang kar apni hifazat ki dua khuda se, Fir Uski hifazat ka naara kyn lagaya jaaye. Uski deen-o-duniya hai khtm kar dega woh ek din, Aukat-e-insaan itni hai, bas sar jhukaya jaaye. Kya kaha kisi ko maar kar jannat milegi, Ab kisiko itna khaas bhi na banaya jaaye. Haseen hote hain insaan-o-mohabbat ke kisse, in kisson ko bas dil rakhne ke liye sunaya jaaye ©alfaze.ruuh"

 Betabeer sawalon ke peeche kyn jaaya jaaye,
khuda ko insaanon ke beech kyn laaya jaaye.

Kya itna kaafi nahin ke tu mar jaaega ek din,
Teri ana todne ko, aur kya batalaya jaaye.

Rahi rooh ghulam bankar arson arsh par,
Faqat jism pahnkar ab kyn itraya jaaye.

Maang kar apni hifazat ki dua khuda se,
Fir Uski hifazat ka naara kyn lagaya jaaye.

Uski deen-o-duniya hai khtm kar dega woh ek din,
Aukat-e-insaan itni hai, bas sar jhukaya jaaye.

Kya kaha kisi ko maar kar jannat milegi,
Ab kisiko itna khaas bhi na banaya jaaye.

Haseen hote hain insaan-o-mohabbat ke kisse,
in kisson ko bas dil rakhne ke liye sunaya jaaye

©alfaze.ruuh

Betabeer sawalon ke peeche kyn jaaya jaaye, khuda ko insaanon ke beech kyn laaya jaaye. Kya itna kaafi nahin ke tu mar jaaega ek din, Teri ana todne ko, aur kya batalaya jaaye. Rahi rooh ghulam bankar arson arsh par, Faqat jism pahnkar ab kyn itraya jaaye. Maang kar apni hifazat ki dua khuda se, Fir Uski hifazat ka naara kyn lagaya jaaye. Uski deen-o-duniya hai khtm kar dega woh ek din, Aukat-e-insaan itni hai, bas sar jhukaya jaaye. Kya kaha kisi ko maar kar jannat milegi, Ab kisiko itna khaas bhi na banaya jaaye. Haseen hote hain insaan-o-mohabbat ke kisse, in kisson ko bas dil rakhne ke liye sunaya jaaye ©alfaze.ruuh

#jism #world @Dishant self @Riyashaikh @Harlal Mahato Amita Tiwari

People who shared love close

More like this

Trending Topic