Iss duniya par ayi thi, jeene ki sapna Lekar, Le | हिंदी कविता

"Iss duniya par ayi thi, jeene ki sapna Lekar, Lekin ladki hone ki keemath chukai apni jaan dekar Phool jaisi khilna chahthi thi, khilne se pehele tho murjha gayi thi mey Tharon ki jaisi chamakna chahthi thi, Lekin Hawas bhari duniya mey chamakma bhool gayi thi mey Pathang jaisi asmaan mey udna chahthi thi, Udne se pehele azadi ke panke kat gayi thi meri Toot gayi thi meri izzath ki chudi Kho gayi thi meri hansi ki gehene Bikhar gayi thi meri sharam ki bindi Uthar gayi thi meri masumiyath ki kapde Surath ko jalakar badsurat banaya Insaaniyath ki seerath par pattar ko bitaya Muh chupakar baiti reh gayi kone pe Bus khudh ko talash gayi in tasveero pe. Gunah khula asman mey cha gaya Begunah bandh kamro mey gut gaya. Himmath ki misaal thi mey Dheeraj ka husool thi mey Sahanatha ka vajudh thi mey Teri asthitv ka vajah thi mey Lekin rang bhari iss duniya mey Aaj bhi berang hu mey Buss kehene ke liye azaad hu mey ©swathi_dm"

 Iss duniya  par ayi thi, jeene ki sapna Lekar,
 Lekin ladki hone ki keemath chukai apni jaan dekar
Phool jaisi khilna chahthi thi,
khilne se pehele tho murjha  gayi thi mey
Tharon ki jaisi chamakna chahthi thi,
Lekin Hawas  bhari duniya mey chamakma bhool gayi  thi mey
Pathang  jaisi asmaan mey udna chahthi thi, 
Udne se pehele azadi ke panke kat gayi thi meri
Toot gayi thi meri izzath ki chudi
Kho gayi thi meri hansi ki gehene
Bikhar gayi thi meri sharam ki bindi
Uthar gayi thi meri masumiyath ki kapde 
Surath ko jalakar badsurat banaya
Insaaniyath ki seerath par pattar ko bitaya
 Muh chupakar baiti reh gayi kone pe
Bus khudh ko talash gayi  in tasveero pe.
Gunah khula asman mey cha gaya
Begunah bandh kamro mey gut gaya.
Himmath ki misaal thi mey
Dheeraj ka husool thi mey
Sahanatha ka vajudh thi mey
Teri asthitv ka vajah thi mey
 Lekin rang bhari iss duniya mey
Aaj bhi berang hu mey
Buss kehene ke liye azaad hu mey
©swathi_dm

Iss duniya par ayi thi, jeene ki sapna Lekar, Lekin ladki hone ki keemath chukai apni jaan dekar Phool jaisi khilna chahthi thi, khilne se pehele tho murjha gayi thi mey Tharon ki jaisi chamakna chahthi thi, Lekin Hawas bhari duniya mey chamakma bhool gayi thi mey Pathang jaisi asmaan mey udna chahthi thi, Udne se pehele azadi ke panke kat gayi thi meri Toot gayi thi meri izzath ki chudi Kho gayi thi meri hansi ki gehene Bikhar gayi thi meri sharam ki bindi Uthar gayi thi meri masumiyath ki kapde Surath ko jalakar badsurat banaya Insaaniyath ki seerath par pattar ko bitaya Muh chupakar baiti reh gayi kone pe Bus khudh ko talash gayi in tasveero pe. Gunah khula asman mey cha gaya Begunah bandh kamro mey gut gaya. Himmath ki misaal thi mey Dheeraj ka husool thi mey Sahanatha ka vajudh thi mey Teri asthitv ka vajah thi mey Lekin rang bhari iss duniya mey Aaj bhi berang hu mey Buss kehene ke liye azaad hu mey ©swathi_dm

Kya azad hu mey?

People who shared love close

More like this

Trending Topic