Swathi Saliyan

Swathi Saliyan

  • Latest
  • Popular
  • Video

Iss duniya par ayi thi, jeene ki sapna Lekar, Lekin ladki hone ki keemath chukai apni jaan dekar Phool jaisi khilna chahthi thi, khilne se pehele tho murjha gayi thi mey Tharon ki jaisi chamakna chahthi thi, Lekin Hawas bhari duniya mey chamakma bhool gayi thi mey Pathang jaisi asmaan mey udna chahthi thi, Udne se pehele azadi ke panke kat gayi thi meri Toot gayi thi meri izzath ki chudi Kho gayi thi meri hansi ki gehene Bikhar gayi thi meri sharam ki bindi Uthar gayi thi meri masumiyath ki kapde Surath ko jalakar badsurat banaya Insaaniyath ki seerath par pattar ko bitaya Muh chupakar baiti reh gayi kone pe Bus khudh ko talash gayi in tasveero pe. Gunah khula asman mey cha gaya Begunah bandh kamro mey gut gaya. Himmath ki misaal thi mey Dheeraj ka husool thi mey Sahanatha ka vajudh thi mey Teri asthitv ka vajah thi mey Lekin rang bhari iss duniya mey Aaj bhi berang hu mey Buss kehene ke liye azaad hu mey ©swathi_dm

#कविता  Iss duniya  par ayi thi, jeene ki sapna Lekar,
 Lekin ladki hone ki keemath chukai apni jaan dekar
Phool jaisi khilna chahthi thi,
khilne se pehele tho murjha  gayi thi mey
Tharon ki jaisi chamakna chahthi thi,
Lekin Hawas  bhari duniya mey chamakma bhool gayi  thi mey
Pathang  jaisi asmaan mey udna chahthi thi, 
Udne se pehele azadi ke panke kat gayi thi meri
Toot gayi thi meri izzath ki chudi
Kho gayi thi meri hansi ki gehene
Bikhar gayi thi meri sharam ki bindi
Uthar gayi thi meri masumiyath ki kapde 
Surath ko jalakar badsurat banaya
Insaaniyath ki seerath par pattar ko bitaya
 Muh chupakar baiti reh gayi kone pe
Bus khudh ko talash gayi  in tasveero pe.
Gunah khula asman mey cha gaya
Begunah bandh kamro mey gut gaya.
Himmath ki misaal thi mey
Dheeraj ka husool thi mey
Sahanatha ka vajudh thi mey
Teri asthitv ka vajah thi mey
 Lekin rang bhari iss duniya mey
Aaj bhi berang hu mey
Buss kehene ke liye azaad hu mey
©swathi_dm

Kya azad hu mey?

11 Love

Har ek kisse ka panna hey ye Kushiyo ka labz hey ye Dukh ka shabd hey ye Pyar ka lekhan hey ye Zindagi ki kithab hey ye ©swathi_dm

#कविता  Har ek kisse ka panna hey ye
Kushiyo ka labz hey ye
Dukh ka shabd hey ye
Pyar ka lekhan hey ye
Zindagi ki kithab hey ye
©swathi_dm

KITHAB

10 Love

Har ek kisse ka panna hey ye Kushiyo ka labz hey ye Dukh ka shabd hey ye Pyar ka lekhan hey ye Zindagi ki kithab hey ye ©swathi_dm

 Har ek kisse ka panna hey ye
Kushiyo ka labz hey ye
Dukh ka shabd hey ye
Pyar ka lekhan hey ye
Zindagi ki kithab hey ye
©swathi_dm

KITHAB

6 Love

Agar duniya mey ho tho Dho cheezo ko dekhna zaroori hey Ek subah ke ujaala raath ke andhera Inke bina ye dharthi adhuri hey Pura chand ka Roshni ho ya Adhi chand ki chandi Inke bina raath adhuri hey Jaise he kushi ki muskurahat ho ya dukh ki asun Inke bina zindagi adhura hey ©swathi_dm

 Agar duniya mey ho tho
Dho cheezo ko dekhna zaroori hey
Ek subah ke ujaala 
raath ke andhera
Inke bina ye dharthi adhuri hey

Pura chand ka Roshni ho ya
Adhi chand ki chandi
Inke bina raath adhuri hey

Jaise he kushi ki muskurahat ho ya
dukh ki asun
Inke bina zindagi adhura hey









©swathi_dm

Adhura

6 Love

DARD

46 View

MUKHAUTA

36 View

Trending Topic