Jab tk ho saka sach ko chupaya Maine....
Jazbaaton ko diary m dafnaya Maine ...
Jab bhi pucha papa ne kisse Milne ja rhe ho...
Na jane kis kis dost Ka naam btaya Maine....
lekin Ishq Karna itna bda gunah bhi nhi hai...
Jab mauka Mila toh Sab sach btaya maine...