Ubhar rha hai in ankho se tootate sapno ka pitara | English Poetry

"Ubhar rha hai in ankho se tootate sapno ka pitara jab jab dekha is duniya me zindagi ka asli najara afsos ! ki apne hi sapno k jaal me fas gyii, tabhi to is duniya ki asliyat samajh na payi.. band ankho k piche ek alag hi thi duniya ki tasveer, hairan hu hoke rubaru khuli ankho se duniya ki taseer. ab sathi shabd ka matlab hi lgta hai nakara... jab jab dekha is duniya me zindagi ka asli najara bhut dard hai in andekhe jakhmo me , marham ki ummeed krna lagta hai gunah. sach khte hai ki is duniya me log akele ate hai aur akele hi jate hai, kash ! yha akele rahna bi sikh ke ate , to aj zarurat nii hoti kisi sathi ki panaah. sayad kuch to asan ho jata yha zindagi ka gujara.. ubhar rha hai in ankho se tootate sapno ka pitara.. ©Tanya gupta"

 Ubhar rha hai in ankho se tootate sapno ka pitara
jab jab dekha is duniya me zindagi ka asli najara 

afsos ! ki apne hi sapno k jaal me fas gyii,
tabhi to is duniya ki asliyat samajh na payi..
band ankho k piche ek alag hi thi duniya ki tasveer,
hairan hu hoke rubaru khuli ankho se duniya ki taseer.
ab sathi shabd ka matlab hi lgta hai nakara...
jab jab dekha is duniya me zindagi ka asli najara 

bhut dard hai in andekhe jakhmo me ,
marham ki ummeed krna lagta hai gunah.
sach khte hai ki is duniya me log
akele ate hai aur akele hi jate hai,
kash ! yha akele rahna bi sikh ke ate ,
to aj zarurat nii hoti kisi sathi ki panaah.
sayad kuch to asan ho jata yha zindagi ka gujara..
ubhar rha hai in ankho se tootate sapno ka pitara..

©Tanya gupta

Ubhar rha hai in ankho se tootate sapno ka pitara jab jab dekha is duniya me zindagi ka asli najara afsos ! ki apne hi sapno k jaal me fas gyii, tabhi to is duniya ki asliyat samajh na payi.. band ankho k piche ek alag hi thi duniya ki tasveer, hairan hu hoke rubaru khuli ankho se duniya ki taseer. ab sathi shabd ka matlab hi lgta hai nakara... jab jab dekha is duniya me zindagi ka asli najara bhut dard hai in andekhe jakhmo me , marham ki ummeed krna lagta hai gunah. sach khte hai ki is duniya me log akele ate hai aur akele hi jate hai, kash ! yha akele rahna bi sikh ke ate , to aj zarurat nii hoti kisi sathi ki panaah. sayad kuch to asan ho jata yha zindagi ka gujara.. ubhar rha hai in ankho se tootate sapno ka pitara.. ©Tanya gupta

# hakiqat zindagi ki

People who shared love close

More like this

Trending Topic