akela rasta main awara
kisi ke gam ka, ye dil maara..2
chala ja raha hu, mai ab kahan
na jaanu rasta kaha, chala ja raha
jo gam tha vo bitata. chala ja raha
akela rasta main awara
kisi ke gam ka, ye dil maara..2
khushi mile ya na ho sake, phir kabhi mile
kyu aaj aur kal ko main, saataye ja raha
ki jo chala gaya vo jaane de, ke teri aane ki aas ko bhula raha
jo chhutata hai chhut jaane de, kyu pichhe mudh ke pachhata raha
akela rasta main awara
kisi ke gam ka, ye dil maara..2
©SmileyChait
#alone akela rasta Mai awara @rjwriter/singer/sayar/king @SHIVANSH UP WALA @Abhidev - Arvind Semwal @thepeacefulpoetry @rohit tiwari bagi