Lafzon ki bojh se thak jaati hai zabaan, Pata nahi | English Shayari

"Lafzon ki bojh se thak jaati hai zabaan, Pata nahi khamoshi majboori hai ya tanhaai... Zara ye dhup dhal jaaye toh haal puchenge, Yahaan kuch saaye khud ko khuda bataatein hai... Khadkate rehna ehsaason k darwaaze, Mulakaatein na sahi,aahatein toh zinda rahengi.... Hasratein aaj bhi khat likhti hai humein, Magar ab hum puraane pate par rehte nahi... Saath saath ghumte hai hum raaton ko ajkal, Log hume awaara aur use chaand kehte hai... ©Gargi Banerjee"

 Lafzon ki bojh se thak jaati hai zabaan,
Pata nahi khamoshi majboori hai ya tanhaai...

Zara ye dhup dhal jaaye toh haal puchenge,
Yahaan kuch saaye khud ko khuda bataatein hai...

Khadkate rehna ehsaason k darwaaze,
Mulakaatein na sahi,aahatein toh zinda rahengi....

Hasratein aaj bhi khat likhti hai humein,
Magar ab hum puraane pate par rehte nahi...

Saath saath ghumte hai hum raaton ko ajkal,
Log hume awaara aur use chaand kehte hai...

©Gargi Banerjee

Lafzon ki bojh se thak jaati hai zabaan, Pata nahi khamoshi majboori hai ya tanhaai... Zara ye dhup dhal jaaye toh haal puchenge, Yahaan kuch saaye khud ko khuda bataatein hai... Khadkate rehna ehsaason k darwaaze, Mulakaatein na sahi,aahatein toh zinda rahengi.... Hasratein aaj bhi khat likhti hai humein, Magar ab hum puraane pate par rehte nahi... Saath saath ghumte hai hum raaton ko ajkal, Log hume awaara aur use chaand kehte hai... ©Gargi Banerjee

#MoonShayari

People who shared love close

More like this

Trending Topic