Madhosh rahe hum, teri kaifiyat me arson, Ab har l

"Madhosh rahe hum, teri kaifiyat me arson, Ab har lamha woh kaifiyat bhulane k liye jai. Qaid hain ab bhi hum, tere qafas-e-ishq me , Yeh rihai ke kaagaz, bas dikhane ke liye hain Kyn shikwah kare hum, kyn malaal me raho tum, Kahan likha hai, ishq ta-umr nibhane ke liye hai Subah uthte hi utar jaaega saara nasha raat ka, ab saara moamla, is neend ko barhane k liye hai. simat jaati ho tum ab gair ki baahon me aksar, yeh nayi mohabbat kya, purana ishq chupane ke liye hai? kami nahin hume bhi kisi hoor ya kisi pari ki, tumse ab tak raabta, faqat woh qasam nibhane ke liye hai. Kitna bhatka is raah-e-mohabbat par "shahzad" Ab yeh tanha raasta, ghar jaane ke liye hai. ©alfaze.ruuh"

 Madhosh rahe hum, teri kaifiyat me arson,
Ab har lamha woh kaifiyat bhulane k liye jai.

Qaid hain ab bhi hum, tere qafas-e-ishq me ,
Yeh rihai ke kaagaz, bas dikhane ke liye hain

Kyn shikwah kare hum, kyn malaal me raho tum,
Kahan likha hai, ishq ta-umr nibhane ke liye hai

Subah uthte hi  utar jaaega saara nasha raat ka,
ab saara moamla, is neend ko barhane k liye hai.

simat jaati ho tum ab gair ki baahon me aksar,
yeh nayi mohabbat kya, purana ishq chupane ke liye hai?

kami nahin hume bhi kisi hoor ya kisi pari ki,
tumse ab tak raabta, faqat woh qasam nibhane ke liye hai.

Kitna bhatka is raah-e-mohabbat par "shahzad"
Ab yeh tanha raasta, ghar jaane ke liye hai.

©alfaze.ruuh

Madhosh rahe hum, teri kaifiyat me arson, Ab har lamha woh kaifiyat bhulane k liye jai. Qaid hain ab bhi hum, tere qafas-e-ishq me , Yeh rihai ke kaagaz, bas dikhane ke liye hain Kyn shikwah kare hum, kyn malaal me raho tum, Kahan likha hai, ishq ta-umr nibhane ke liye hai Subah uthte hi utar jaaega saara nasha raat ka, ab saara moamla, is neend ko barhane k liye hai. simat jaati ho tum ab gair ki baahon me aksar, yeh nayi mohabbat kya, purana ishq chupane ke liye hai? kami nahin hume bhi kisi hoor ya kisi pari ki, tumse ab tak raabta, faqat woh qasam nibhane ke liye hai. Kitna bhatka is raah-e-mohabbat par "shahzad" Ab yeh tanha raasta, ghar jaane ke liye hai. ©alfaze.ruuh

#kaifiyat Riyashaikh Harlal Mahato Amita Tiwari @Dishant self

People who shared love close

More like this

Trending Topic