Jazbaati ladka

Jazbaati ladka

cigerate ke kash faqat isliye bhi jaaya kar raha hu tere labo se raqeeb ki baas aa rahi hai

  • Latest
  • Popular
  • Video
#शायरी  White Khudkhushi ka khayal ab aane laga hai woh mujhse door jaane laga hai rakh raha hu  main usko duniya se alag par best friend bhi  uska darmiyan aane laga hai woh samjh na paayi mujhe ye malaal ab mujhe khane laga hai maar gayi hai woh jeete ji is tarah se mujhe zindagi ka khauf satane laga hai khaali kamra kaatne ko daudta hai mujhe aaina bhi pehchaan jhutlaane laga hai jaate waqt usne yahi bola tha mujhse tu itna haq kyu jatane laga hai

©Er Aryan Tiwari ( Jazbaati ladka)

woh ladki 💔💔💔🥹🥹🥹 PreetKaurSardarni NIKHAT (दर्द मेरे अपने है ) @Bhawna Sagar Batra @Sircastic Saurabh

423 View

#शायरी  Faasle badhaye jayenge aur kya hum sataye jayenge aur kya jis din se chor dogi tum mujhe ye haath kapkapayege aur kya teri dp dekhta hu aur khoob dekhta hu tere nakhre uthaye jayege aur kya tanhaiyon me baith ke bas yahi socha karta hu khudkhushi ki taraf jayege aur kya bebasi jab aa pahuchegi mukaam pe apne hum pankhe se latak jayege aur kya.

©Er Aryan Tiwari

broken 💔💔🥺🥺 @Bhawna Sagar Batra PreetKaurSardarni NIKHAT (दर्द मेरे अपने है ) @Sircastic Saurabh

288 View

#काव्यार्पण #कविता #GingerTea  ek saksh chor gaya sahara karte karte
muddat hui cigarette se gujara karte karte hamare jaiso ki duayen bhi kaha qabool ho aryan so badduaye ki mar jaye ishara karte karte

©Er Aryan Tiwari

#GingerTea #काव्यार्पण @Sircastic Saurabh @shraddha @Anamika..... NIKHAT (दर्द मेरे अपने है ) #काव्यार्पण NIKHAT (दर्द मेरे अपने है ) @Sircastic Saurabh @shraddha @Anamika..... #काव्यार्पण NIKHAT (दर्द मेरे अपने है ) @Anamika..... @Sircastic Saurabh @shraddha

396 View

#loversday  jab se dekha hai maine uski taraf woh hi woh hai ab har taraf

©Er Aryan Tiwari

#loversday

315 View

#ज़िन्दगी  mukkamal hota nahi ek tere baad ab mera khawab bhi   bhala mera kaha rehta hai

©Er Aryan Tiwari

unkahe lafz

315 View

#शायरी  tumhe na paane ka malaal ta umar rahega ta umar hum tumhe khone se darege na sukoon ki taalash karege hum ta umar hum bas isi bechaini se sauda karenge

©Er Aryan Tiwari

tumhe na paane ka malaal ta umar rahega ta umar hum tumhe khone se darege na sukoon ki taalash karege hum ta umar hum bas isi bechaini se sauda karenge ©Er Aryan Tiwari

207 View

Trending Topic