vrishti gahlyan

vrishti gahlyan

hindi poetry

  • Latest
  • Popular
  • Video
#hindi_breakup_shayari #poem✍🧡🧡💛 #hindi_shayari #hindi_poetry #jindgi #kavita
#naturalbeauty #NatureLove #Nature #Hindi

Happy Holi sama kahate Hain parwane se sama kahati hai parwane se dur hat teri nak bahti h hai ©vrishti gahlyan

#FunnyHindiQuoteStatic #hindi_shayari #funnymemes #holi2021  Happy Holi sama kahate Hain parwane se
 sama kahati hai parwane se 
dur hat teri nak bahti h hai

©vrishti gahlyan
#Hindi_Shayri #hindustan #balidaan
#hindi_thoughts #Happiness

alag sabhi ke puja Ghar hai, alag dharm Iman hai lekin mera Mandir masjid pyara Hindustan hai dharti gagan yahan aankhon mein Karen pyar ki baten rag basanti gati nikale phoolon ki barate satrangi chunri order nache rimjhim barsat sone Jaise din hai iske ,chandi jaisi rahte Devon Ko bi savarg dekh isko hota hairan hai ram hai is dharti Ka kankar kankar bhi Shankar bhagwan hai Asam ,udisa ,andar Tamil ,keral Kashmir nirala Rajasthan uttar Pradesh Punjab Bang matwala Maharashtra Gujarat jali jismein swatantrata javala in maniyon se bani hui hai ek desh ki mala is mala ka jab jab to har mushkil aasan hai bunde jab angdai le to uth sakta tufan hai prant prant ke logon ki hai apni alag paratha sab ke vesh nirale sabki binbin basha lekin Sanskrit ek sabhi ki hai anek shakha ek mahasagar mein ja milati hai sab derived Hindi Punjabi Tamil mere liye samman hai mujhko Apne Bharat ki har bhasha par abhiman hai mujhko mil ek sa jal jis Sagar ko chhalka ek shakal dekhi Jaise main jo bhi ghunghat Sarkar Gautam ,guru Nanak ,Gandhi ne aisa paath padhaayaa, mujhko laga sabhi Apne Hain ,koi Nahin paraayaa mein Bharat santan kintu Mera Ghar shakal jahan hai Mera mahjab pyar naam keval Mera insan hai ©vrishti gahlyan

#pyarahindustan #hindi_poetry #hindi_poem #drshbhakti  alag sabhi ke puja Ghar hai, alag dharm Iman hai
 lekin mera Mandir masjid pyara Hindustan hai

dharti gagan yahan aankhon mein Karen pyar ki baten 
rag basanti gati nikale phoolon ki barate
satrangi chunri order nache rimjhim barsat
 sone Jaise din hai iske ,chandi jaisi rahte
 Devon Ko bi savarg dekh isko hota hairan hai 
ram hai is dharti Ka kankar kankar bhi Shankar bhagwan hai
Asam ,udisa ,andar Tamil ,keral Kashmir nirala 
Rajasthan uttar Pradesh Punjab Bang matwala
 Maharashtra Gujarat jali jismein swatantrata javala 
in maniyon se bani hui hai ek desh ki mala
 is mala ka jab jab to har mushkil aasan hai 
bunde jab angdai le to uth sakta tufan hai

prant prant ke logon ki hai apni alag paratha sab ke vesh nirale sabki binbin basha lekin Sanskrit ek sabhi ki hai anek shakha ek mahasagar mein ja milati hai sab derived Hindi Punjabi Tamil mere liye samman hai mujhko Apne Bharat ki har bhasha par abhiman hai

mujhko mil ek sa jal jis Sagar ko chhalka 
ek shakal dekhi Jaise main jo bhi ghunghat Sarkar 
Gautam ,guru Nanak ,Gandhi ne aisa paath padhaayaa,
 mujhko laga sabhi Apne Hain ,koi Nahin paraayaa 
mein Bharat santan kintu Mera Ghar shakal jahan hai 
Mera mahjab pyar naam keval Mera insan hai

©vrishti gahlyan
Trending Topic