Priyanshi

Priyanshi

exploring the poems of people and making mine a better one 💓Sharing my poems after years

  • Latest
  • Popular
  • Video

Poetry Nights "ab aage badhna aasan hai"

Monday, 26 September | 06:25 pm

17 Bookings

Expired
#yedooriyan #raatkibaat #Zindagi #shayri #Sach  ❤️‍🩹
#lovebeat #khoob #beat

khoobiya hazaar se zada khamiya shunya ka kam #beat #khoob #lovebeat

97 View

Halka-e-neend Tu jo aati nahi , ruk jati hai zindgi zara Tu jab adhoori hoti , tou ye badan tharthra utha, Jaan k nahi par meri hi galti hai tu , wajha hu mai aur Tamanna hai tu Halka-e-neend hai tu , jo mile mujhe aur mai bhi poori hu Wo ruka jo beech mai ,wo aayega wapas kabhi Nahi Wo janta kam hai , wo jatata kam hai Ehsaas karna hai uss neend ka ek baar use Sapna dekhna chahta hai , khud ko uss sapne se nikal kamana chahta hai Chota na wo na uski pauch Dua karta rab se use neend mil jaye Bhatakta rehta din bhar , Raat na kat ti uski Khushiyan baate wo sada , uski har Raat lambi hoti Rota mangta dua saza khairat mai hai mili Uski yaha galti nahi , fir ye jane ho raha hai kyu Halka-e-neend na hui uski ek bhi baar Simat ta raha pal pal jane kitni kaat paya wo raat

 Halka-e-neend 

Tu jo aati nahi , ruk jati hai zindgi zara
Tu jab adhoori hoti , tou ye badan tharthra utha,
Jaan k nahi par meri hi galti hai tu , wajha hu mai aur Tamanna hai tu 
Halka-e-neend hai tu , jo mile mujhe aur mai bhi poori hu 
Wo ruka jo beech mai ,wo aayega wapas kabhi Nahi 
Wo janta kam hai , wo jatata kam hai 
Ehsaas karna hai uss neend ka ek baar use 
Sapna dekhna chahta hai , khud ko uss sapne se nikal kamana chahta hai 
Chota na wo na uski pauch 
Dua karta rab se use neend mil jaye
Bhatakta rehta din bhar , Raat na kat ti uski 
Khushiyan baate wo sada , uski har Raat lambi hoti
Rota mangta dua saza khairat mai hai mili
Uski yaha galti nahi , fir ye jane ho raha hai kyu 
Halka-e-neend na hui uski ek bhi baar 
Simat ta raha pal pal jane kitni kaat paya wo raat

Halka-e-neend Tu jo aati nahi , ruk jati hai zindgi zara Tu jab adhoori hoti , tou ye badan tharthra utha, Jaan k nahi par meri hi galti hai tu , wajha hu mai aur Tamanna hai tu Halka-e-neend hai tu , jo mile mujhe aur mai bhi poori hu Wo ruka jo beech mai ,wo aayega wapas kabhi Nahi Wo janta kam hai , wo jatata kam hai Ehsaas karna hai uss neend ka ek baar use Sapna dekhna chahta hai , khud ko uss sapne se nikal kamana chahta hai Chota na wo na uski pauch Dua karta rab se use neend mil jaye Bhatakta rehta din bhar , Raat na kat ti uski Khushiyan baate wo sada , uski har Raat lambi hoti Rota mangta dua saza khairat mai hai mili Uski yaha galti nahi , fir ye jane ho raha hai kyu Halka-e-neend na hui uski ek bhi baar Simat ta raha pal pal jane kitni kaat paya wo raat

5 Love

FROM THE BLOSSOMING FLOWERS TO THE DESERTED LAND .... I PRAY TO WALK ONLY WITH YOU .

 FROM THE BLOSSOMING FLOWERS 
TO THE DESERTED LAND ....

I PRAY
TO WALK ONLY WITH YOU .

FROM THE BLOSSOMING FLOWERS TO THE DESERTED LAND .... I PRAY TO WALK ONLY WITH YOU .

5 Love

ZINDAGI Uchayi meri kamzori , tou zameen mera farz hai Achhayi k raaste mai , burai ka bhi ek mod hai Dekh le kidhar-kis-aur tujhko jana hai ? Kar faisla, rakh himmat aur bulandi se dat jana hai . Dekh le kidhar-kis-aur tujhko jana hai ? Haarega tabhi --- jab koshishen teri nakam hongi Jeetega jab tab wahi koshishen teri dhaal banegi .... Rakh hausla kar himaat dheet khud ko bana de Apne junoon ko ek aur baar naame-nishaan de de . Dekh le kidhar-kis-aur tujhko jana hai ? Duniya bura tujhko tere karam ko har dafa bolegi Andhere mai jab tu pisne lagega tabhi Shayad quboolegi Tum haarna mat kabhi ---apne parchayi ko chhorna mat kabhi --- bewajah apne halaton par rona nahi kabhi ---- mukaam haasil karne ka jajba humesha jagaye rakhna Kyuki Dekh le kidhar-kis-aur tujhko jana hai ? Raat k baad sawera humesha tere khatir nahi aana hai . Dekh le kidhar-kis-aur tujhko jana hai ?

 ZINDAGI

Uchayi meri kamzori , tou zameen mera farz hai
Achhayi k raaste mai , burai ka bhi ek mod hai 
 Dekh le kidhar-kis-aur tujhko jana hai ? 
Kar faisla, rakh himmat aur bulandi se dat jana hai . 
Dekh le kidhar-kis-aur tujhko jana hai ? 
 Haarega tabhi --- jab koshishen teri nakam hongi 
Jeetega jab tab wahi koshishen teri dhaal banegi ....
Rakh hausla kar himaat dheet khud ko bana de
Apne junoon ko ek aur baar naame-nishaan de de .
 Dekh le kidhar-kis-aur tujhko jana hai ? 
Duniya bura tujhko tere karam ko har dafa bolegi
Andhere mai jab tu pisne lagega tabhi Shayad quboolegi 
Tum haarna mat kabhi ---apne parchayi ko chhorna mat kabhi --- bewajah apne halaton par rona nahi kabhi ---- mukaam haasil karne ka jajba humesha jagaye rakhna 
Kyuki Dekh le kidhar-kis-aur tujhko jana hai ? 
Raat k baad sawera humesha tere khatir nahi aana hai .

Trending Topic