moody shayar....by chance

moody shayar....by chance Lives in Lakhimpur, Uttar Pradesh, India

kisi ne pucha mujhse ki kya krte ho, maine kha mohabbat aur bhrosha chhodkar sab kuch...!!!

  • Latest
  • Popular
  • Video

jo har kisi ko hasane log hote hai, ye khud akele raton me rote hai, inko pta hoti hai khushi ki keemat, sayad.....isliye ye har kisi ko khush rakhne ki koshis karte hai...!!!

#Hansti_aankhon_mei_aansu #Talk  jo har kisi ko hasane log hote hai,
ye khud akele raton me rote hai,
inko pta hoti hai khushi ki keemat,
sayad.....isliye ye har kisi ko khush rakhne ki koshis karte hai...!!!

jarur kuch to banayegi zindagi mujhko, yun kadam kadam par imtehan jo leti hai...!!!

#Zindagi #imtehan #Talk  jarur kuch to banayegi zindagi mujhko,
yun kadam kadam par imtehan jo leti hai...!!!

ki mera zikra tak na kare itni bhi na khafa ho, wapas aa mera pyar louta chal ab dafa ho...!!!

 ki mera zikra tak na kare
itni bhi na khafa ho,
wapas aa mera pyar louta
chal ab dafa ho...!!!

no caption...!!!

9 Love

ki meri shrafat ka hisab manga ja rha hai, yaaron mohabbat me mujhse adhar manga ja rha hai...!

#Reality  ki meri shrafat ka hisab
 manga ja rha hai,
yaaron mohabbat me mujhse
adhar manga ja rha hai...!

kya krna chahiye dosto..?? adhar du ya chhod du..?? #Reality

8 Love

mai jaisa hu nahi waisa btaya gya hai, mai pagal tha nahi pagal bnaya gya hai...!

 mai jaisa hu nahi 
waisa btaya gya hai,

mai pagal tha nahi
pagal bnaya gya hai...!

no caption

12 Love

rat rat bhar jagta tha par ab sone ki koshis krta hu, jinhone chhod diya mujhe galat samajh kar wo chale na jaye kisi galat hath me rab se bas yahi dua karta hu...!

 rat rat bhar jagta tha 
par ab sone ki koshis krta hu,
jinhone chhod diya mujhe galat samajh kar
 wo chale na jaye kisi galat hath me rab se bas yahi dua karta hu...!

ha mai galat hu...meri aadat khrab

12 Love

Trending Topic