wasim khan

wasim khan Lives in Odisha, Odisha, India

Wasim khan

  • Latest
  • Popular
  • Video

White KAL KI FIKAR Guzre Hue Zindagi Ko Kabhi Yaad Na Kar Taqdeer Mein Jo Nahi Uski Fariyaad Na Kar Jo Hoga Wo Hokar Hi Rahega Tu Kal Ki Fikar Mein Aaj Ki Hassi Barbad Na Kar.... ©wasim khan

 White KAL KI FIKAR

Guzre Hue Zindagi Ko Kabhi Yaad Na Kar
Taqdeer Mein Jo Nahi Uski Fariyaad Na Kar
Jo Hoga Wo Hokar Hi Rahega
Tu Kal Ki Fikar Mein Aaj Ki Hassi Barbad Na Kar....

©wasim khan

kal ki fikar

14 Love

Tu kar mera intezar main nahi kahunga... main karunga intezar tera sikayat bhi nahi karunga agar mujh par aaye tujhe taras toh laut anaa baki main zid nahi karunga..... ©wasim khan

 Tu kar mera intezar main nahi kahunga...
main karunga intezar tera sikayat bhi nahi karunga agar mujh par aaye tujhe taras toh
 laut anaa baki main zid nahi karunga.....

©wasim khan

🥀🥀🥀

12 Love

Samjhdaar insan jab rishte nibhana band krde... To samajh lena uski izzate nafs ko shadeed chot pahonchi hai... ©wasim khan

 Samjhdaar insan jab rishte nibhana band krde...

To samajh lena uski izzate nafs ko shadeed chot pahonchi hai...

©wasim khan

🥀🥀🥀

14 Love

White Ek din sab kuch Jeet kar bhi mout se haar jana hai... Iss jahan me bas ek kafan ke khatir itna Safar ho rha hai... ©wasim khan

 White Ek din sab kuch Jeet kar bhi mout se haar jana hai...

 Iss jahan me bas ek kafan ke khatir itna Safar ho rha hai...

©wasim khan

🥀🥀🥀

14 Love

White Azeeb Sauda Gar Hai Ye Waqt Bhi Jawani Ka Lalach De Kar Mera Bachapan Le Gya.... ©wasim khan

 White Azeeb Sauda Gar Hai Ye Waqt Bhi

Jawani Ka Lalach De Kar Mera Bachapan Le Gya....

©wasim khan

🥀🥀🥀

12 Love

White Adaalat-e khuda mein kaise harao ge mujhe.... Suna hai sabr karne walo ka muqadma khuda khud ladta hai.... ©wasim khan

 White Adaalat-e khuda mein kaise harao ge mujhe....
Suna hai sabr karne walo ka muqadma
 khuda khud ladta hai....

©wasim khan

🥹🥀

14 Love

Trending Topic