Shad Ana

Shad Ana Lives in Azamgarh, Uttar Pradesh, India

ek baat kahu logo zara maan lena , dil me gazlo ki siddat h so mujhe sayra ka naam dena,poet ,writer

Shad Ana

  • Latest
  • Popular
  • Video

Poetry: Dr.Arshad jamal

238 View

khanakti chudio ne jab yu sor machaya, mere hath khali the, fir ilzaam kispe aaya..... -Shad Ana

 khanakti chudio ne jab yu sor machaya,
mere hath khali the,
fir ilzaam kispe aaya.....
                  -Shad Ana

mere hath khali the

6 Love

ulajh kar k voice : Shad Ana

137 View

palat kar dekhne ka mjh me yara hi nahi tha, nahi aesa ki fir usne pukara hi nahi tha , wah ban kar chand tab utra tha is dil ki zami par, Mohabbat ka jab aankho me sitara nahi tha... -Shad Ana

 palat kar dekhne ka mjh me
 yara hi nahi tha,
nahi aesa ki fir usne pukara hi nahi tha ,
wah ban kar chand tab utra
 tha is dil ki zami par,
Mohabbat ka jab aankho me sitara nahi tha...
                               -Shad Ana

Ana

8 Love

Sitara ban k chamakti rahungi sadio tak Falak gawah h mere ubharne ka, - Shad Ana

 Sitara ban k chamakti rahungi sadio tak
  Falak gawah h mere ubharne ka,
                    - Shad Ana

falak gawah h mere ubharne ka

2 Love

Trust me Raegani se khwab ki dar se, Aankh rakh di maine tah kar k, Raat ki sidhio par baethi h, chandni aaj phir wazu kar k -Shad Ana

 Trust me Raegani se khwab ki dar se,
                     Aankh rakh di maine tah kar k,
Raat ki sidhio par baethi h,
                   chandni aaj phir wazu kar k
                                     -Shad Ana

chandni aaj phir wazu Kar k

3 Love

Trending Topic