Nawab sahab

Nawab sahab

  • Latest
  • Popular
  • Repost
  • Video

Mehfil - Shayari Show

Mehfil - Shayari Show

Monday, 13 May | 12:17 pm

0 Bookings

Expired

White Mere bhai aj naukri ke liye tadap rhe ho Kal bada naam or shohrat ke liye tadpoge Agar woh v mil jayegi Toh Humsafar ke liye tadpogay Sir pe Naya bhoot chadega Kuch din bad woh v utar jayega Jawani chali jayegi budhapa ajayega Tb maout darwaze pe khat khatayegi Fir tum bas sukoon ki talash karogay. Ab bolo mere Bhai....... Ab iske agey tum kis chiz ki fariyad karogay. ©Nawab sahab

#sadreality  White Mere bhai aj naukri ke liye tadap rhe ho
Kal bada naam or shohrat ke liye tadpoge
Agar woh v mil jayegi
Toh Humsafar ke liye tadpogay
Sir pe Naya bhoot chadega 
Kuch din bad woh v utar jayega
Jawani chali jayegi budhapa ajayega 
Tb maout darwaze pe khat khatayegi
Fir tum bas sukoon ki talash karogay.
Ab bolo mere Bhai.......
Ab iske agey tum kis chiz ki fariyad karogay.

©Nawab sahab

#sadreality

14 Love

Is duniya main saab waqt kay gulam hai Aj bache hai toh kal waqt badalte hi Jawan hai Waqt Aisa nikal jayega ki Dekhte hi dekhte budhapa ajayega fir... Bacho ko dekh kr apna bachpan yaad krogay Yeh waqt hai janab tum kabtk gumann krogay. Duniya main aey tum waqt ke gulam bankar Marte dum taak v tum waqt ke gulam reh jaoge. ©Nawab sahab

#MomentOfTime #SAD  Is duniya main saab waqt kay gulam hai
Aj bache hai toh kal waqt badalte hi Jawan hai
Waqt Aisa nikal jayega ki
Dekhte hi dekhte  budhapa ajayega 
fir...
Bacho ko dekh kr apna bachpan yaad krogay 
Yeh waqt hai janab tum kabtk gumann krogay.
Duniya main aey tum waqt ke gulam bankar
Marte dum taak v tum waqt ke gulam reh jaoge.

©Nawab sahab

#MomentOfTime

15 Love

Jis phool kay khilnay ka Sahi waqt ka intezar main krta rha Aj usse kisi dusre ke hath main dekh kr Bhot tadap Raha hoon. Mera waqt wahi ruk gya hai meri jaan Main aj v tere yaad main mar raha hoon. ©Nawab sahab

#adhuraishq  Jis phool kay khilnay ka
Sahi waqt ka intezar main krta rha
Aj usse kisi dusre ke hath main dekh kr
Bhot tadap Raha hoon.
Mera waqt wahi ruk gya hai meri jaan
Main aj v tere yaad main mar raha hoon.

©Nawab sahab

#adhuraishq

11 Love

White K mard Banna itna v asan nhi hai janab Humey apno ko khush rakhne ke liye Taklifon se gujarna padta hai Chandh paison ke liye Apni sapno ko Nazar andaz Krna padta hai Lakh taklifey ae jindagi main din bhar Ratko Ghar ghustey hi darwaze pe muskurana padta hai. Mard Banna itna v asan nhi h janab Unhe ek dusre se nhi Puri duniya se ladna padta hai. ©Nawab sahab

 White K mard Banna itna v asan nhi hai janab
Humey apno ko khush rakhne ke liye
Taklifon se gujarna padta hai
Chandh paison ke liye 
Apni sapno ko Nazar andaz Krna padta hai
Lakh taklifey ae jindagi main din bhar
Ratko Ghar ghustey hi darwaze pe muskurana padta hai.
Mard Banna itna v asan nhi h janab 
Unhe ek dusre se nhi Puri duniya se ladna padta hai.

©Nawab sahab

#SAD

16 Love

Pathar jaise ummid lekr may chalta gya. Waqt ki maar aisa lagta gya Rayth ban gya hun. Bhot muskil se joda tha khudko Aj fir se bikhaar gya hun. ©Nawab sahab

 Pathar jaise ummid lekr may chalta gya.
Waqt ki maar aisa lagta gya
Rayth ban gya hun.
Bhot muskil se joda tha khudko
Aj fir se bikhaar gya hun.

©Nawab sahab

#SAD

12 Love

Trending Topic