Trishna Chakraborty

Trishna Chakraborty

RJ ,Author,Singer,

www.instagram.com/herthoughts0616

  • Latest
  • Popular
  • Video

White She said,I am not perfect, I love the imperfection,he replied. ©Trishna Chakraborty

#शायरी #love_shayari  White She said,I am not perfect,
I love the imperfection,he replied.

©Trishna Chakraborty

White kabhi anjan seher me apne miljate hain kabhi apne seher me apne anjan hojate hain. ©Trishna Chakraborty

#विचार #City  White kabhi anjan seher me apne miljate hain
kabhi apne seher me apne anjan hojate hain.

©Trishna Chakraborty

#City

13 Love

Black Koi Tarasta meri awaj sunne ko, toh koi he jise meri bate pasand nahi, kabhi man kare puchu ki Bohot pareshan karti hu kya? Haa,kahoge ye pehle se pata hai, Bhul gayi thi,Sabko me pasand aaungi ye jaruri toh nahi. ©Trishna Chakraborty

#विचार #Thinking  Black Koi Tarasta meri awaj sunne ko,
toh koi he jise meri bate pasand nahi,
kabhi man kare puchu ki 
Bohot pareshan karti hu kya?
Haa,kahoge ye pehle se pata hai,
Bhul gayi thi,Sabko me pasand aaungi
ye jaruri toh nahi.

©Trishna Chakraborty

#Thinking

13 Love

White Samundar ki gehrai nahi hu, khuli si kitab hu me, Par har koi panno ko padh nahi sakte, Chahe jise mera man Usiki kitab hu me, Dusro ki koshish nakamyab hai, kyunki chahat me meri har koi nahi, Tum or tumhara pyar mere kitab ki kahani nahi. ©Trishna Chakraborty

#emotional_sad_shayari #शायरी  White Samundar ki gehrai nahi hu,
khuli si kitab hu me,
Par har koi panno ko padh nahi sakte,
Chahe jise mera man 
Usiki kitab hu me,
Dusro ki koshish nakamyab hai,
kyunki chahat me meri har koi nahi,
Tum or tumhara pyar mere kitab ki kahani nahi.

©Trishna Chakraborty

White Ham hamesha unko dekhte he jinhe ham pasand nahi par unhe bhul jate hain jo hame pasand karte hain. ©Trishna Chakraborty

#summer_vacation #विचार  White Ham hamesha unko dekhte he jinhe ham pasand nahi 
par unhe bhul jate hain jo hame pasand karte hain.

©Trishna Chakraborty

White Maa Ankho ke ansuo ko bhi parakh leti hai, Hamari har nasamjhi ko bhi maf kar deti hai, Khudse pehle hame yad karti hai, Hamara astitva unse hi hai, Woh Ek pyari maa hi toh hai, Chand se bhi jyada khoobsurat, unki muskan itni pyari hai, Maa meri sabse nyari hai. ©Trishna Chakraborty

#कविता #mothers_day  White Maa

Ankho ke ansuo ko bhi parakh leti hai,
Hamari har nasamjhi ko bhi maf kar deti hai,
Khudse pehle hame yad karti hai,
Hamara astitva unse hi hai,
Woh Ek pyari maa hi toh hai,
Chand se bhi jyada khoobsurat,
unki muskan itni pyari hai,
Maa meri sabse nyari hai.

©Trishna Chakraborty

#mothers_day

10 Love

Trending Topic