Amaanat

Amaanat

I seldom like to use myself as a waste material n it gives me a very special type of satisfaction of being a non important entity often,otherwise it is very problematic to engage everytime in being a showstealer,

  • Latest
  • Popular
  • Repost
  • Video

Faqat kuchh harf kuchh lafz hataanay se kyaa haasil,maslaa toh dost ab yaha-n poori kitaab kaa he,uktaa gayi he fizaa jamhooriyat ki munaafiqat se,waqt jo aa rha he woh iske ehtasaab ka he,muddat se jahaa-n ne kasrat-e-lahoo-rang nhi dekhi,faqat ab intazaar har shaqs ko inqalaab ka he. ©Amaanat

#Mic  Faqat kuchh harf kuchh lafz hataanay se kyaa haasil,maslaa toh dost ab yaha-n poori kitaab kaa he,uktaa gayi he fizaa jamhooriyat ki munaafiqat se,waqt jo aa rha he woh iske ehtasaab ka he,muddat se jahaa-n ne kasrat-e-lahoo-rang nhi dekhi,faqat ab intazaar har shaqs ko inqalaab ka he.

©Amaanat

#Mic

134 Love

#RIPMilkhaSingh marham na do faqat zakhhmo-n ko ukero,faqat ab kaam ye ehl e siyasat ka he,hum ehl e nazar hein mili he dardmandi humein,kaam magar yaqeenan ye bdi nafaasat ka he. ©Amaanat

#RIPMilkhaSingh  #RIPMilkhaSingh  marham na do faqat zakhhmo-n ko ukero,faqat ab kaam ye ehl e siyasat ka he,hum ehl e nazar hein mili he dardmandi humein,kaam magar yaqeenan ye bdi nafaasat ka he.

©Amaanat

#RIPMilkhaSingh murdaadilo-n ko toh jahaa-n me mayassar hein mehfilein magar,kitni kamnaseeb he zindaadili beshtar he tanhaaee ki giraft me ©Amaanat

#RIPMilkhaSingh  #RIPMilkhaSingh  murdaadilo-n ko toh jahaa-n me mayassar hein mehfilein magar,kitni kamnaseeb he zindaadili beshtar he tanhaaee ki giraft me

©Amaanat

mohabbat ke liye usne mere mazhab ki shart rakkhi he,chaahe jaane ke liye jese ke mera insaan hona kaafi nhi. ©Amaanat

#RIPMilkhaSingh  mohabbat ke liye usne mere mazhab ki shart rakkhi he,chaahe jaane ke liye jese ke mera insaan hona kaafi nhi.

©Amaanat

#RIPMilkhaSingh pero-n me nhi dastaaro-n me hu-n,me bhi ishq ke parastaaro-n me hu-n. ©Amaanat

#RIPMilkhaSingh  #RIPMilkhaSingh  pero-n me nhi dastaaro-n me hu-n,me bhi ishq ke parastaaro-n me hu-n.

©Amaanat

tabaah haal dil ki kirchiyo-n ko qalam karke gar mein kuchh likh bhi lu-n ,toh ho jaatay hein haath mere zakhmo-n se saraabor rista he lahoo jinse, ©Amaanat

#PrideMonth  tabaah haal dil ki kirchiyo-n ko qalam karke gar mein kuchh likh bhi lu-n ,toh ho jaatay hein haath mere zakhmo-n se saraabor rista he lahoo jinse,

©Amaanat

ik kahaani ki maanind hi toh guzri he zindagi,jo ab apne ikhtataam par he pahunch gayi kher ho #PrideMonth

176 Love

Trending Topic