Vishal Jha

Vishal Jha Lives in Nullarbor, South Australia, Australia

  • Latest
  • Popular
  • Video

yun jo muskura rahi ho kya raaj hai jo chhipa rahi ho aur ise mohobbat kehti ho man krta hai aa rahi ho man krta hai ja rahi ho

24 Love

suno mera ek kaam kr do na yeh jo dhadkane chal rahi meri isko mand ker do na.. aur ja rahi chhor ke mujhe toh jao rokunga nahi bas jate jate jara darwaja ban ker do na..

68 Love

mai andhere mai rehta parinda hun ujalaya mujhe jala dega mujhe dub jane do is dariya mai kashti aayega toh baha dega

60 Love

ki gareebo ke bache hai sahib ameero ke sehjade nahi inki ardas mandir ki seedhiyo per hi dum tod deti hai

90 Love

dil ka darwaja tabajjo ka tala chabhi alfaajo ki kholegi kholegi wo mehbuba shayari sunegi meri hoth hilaegi muh kholegi

66 Love

yeh suroor kiska hai yeh fitoor kiska hai tum chhor jati ho mujhe toh btao, kusur kiska hai

57 Love

Trending Topic