MISSUM

MISSUM

A little creature on the Earth..

  • Latest
  • Popular
  • Video

Agar zaroori nahi Aapse mulaqat ho zaroor aap yaadon mein ho Agar zaroori nahi aapke saath bitayen koi pal ho zaroor aap hi wo pal ho Agar zaroori nahi Humare darmiyan koi naam ka rishta ho Zaroor aap koi benaam ho Agar zaroori nahi Humare rishtey mein awaz ho Fir zaroor aap hi wo khamoshi ho Agar zaroori nahi humare ishq k liye aapke dil mein bhi pyar ho Fir khuda kare mujhe aapse hi pyar ho. ____ ___

 Agar zaroori nahi
Aapse mulaqat ho
zaroor aap yaadon mein ho
Agar zaroori nahi
 aapke saath bitayen koi pal ho
zaroor aap hi wo pal ho
Agar zaroori nahi
Humare darmiyan koi naam ka rishta ho
Zaroor aap koi benaam ho
Agar zaroori nahi
Humare rishtey mein awaz ho
Fir zaroor aap hi wo khamoshi ho
Agar zaroori nahi 
humare ishq k liye aapke dil mein bhi pyar ho
Fir khuda kare mujhe aapse hi pyar ho. 
____
___

Agar zaroori nahi Aapse mulaqat ho zaroor aap yaadon mein ho Agar zaroori nahi aapke saath bitayen koi pal ho zaroor aap hi wo pal ho Agar zaroori nahi Humare darmiyan koi naam ka rishta ho Zaroor aap koi benaam ho Agar zaroori nahi Humare rishtey mein awaz ho Fir zaroor aap hi wo khamoshi ho Agar zaroori nahi humare ishq k liye aapke dil mein bhi pyar ho Fir khuda kare mujhe aapse hi pyar ho. ____ ___

4 Love

"Jabse pyar mehsoos kiya hai" Dil besabar hai Aapse izhar karne ko Dil besabar hai Apke dil se guzarne ko khudki kadar nahi Is besabri ko Fir bhi bekarar hai dil Aur besabar hone ko

 "Jabse pyar mehsoos kiya hai" 

Dil besabar hai
Aapse izhar karne ko
Dil besabar hai
Apke dil se guzarne ko
 khudki kadar nahi
Is besabri ko
Fir bhi bekarar hai dil
Aur besabar hone ko

"Jabse pyar mehsoos kiya hai" Dil besabar hai Aapse izhar karne ko Dil besabar hai Apke dil se guzarne ko khudki kadar nahi Is besabri ko Fir bhi bekarar hai dil Aur besabar hone ko

7 Love

Kaafi samay baad Dil mein ek chahat mehsoos kiya Aapke saath do pal bitane ka mauka paya Kuch mange thi aapse Bohot jaldi pura kar diya Bas ye samajh mein nahi aaya Aap sach mein maange puri kar rhe the Ya do pal ka wo safar.

 Kaafi samay baad
Dil mein ek chahat mehsoos kiya
Aapke saath do pal bitane ka mauka paya
Kuch mange thi aapse
Bohot jaldi pura kar diya
Bas ye samajh mein nahi aaya
Aap sach mein maange puri kar rhe the
Ya do pal ka wo safar.

Kaafi samay baad Dil mein ek chahat mehsoos kiya Aapke saath do pal bitane ka mauka paya Kuch mange thi aapse Bohot jaldi pura kar diya Bas ye samajh mein nahi aaya Aap sach mein maange puri kar rhe the Ya do pal ka wo safar.

8 Love

Wo bhi kya daur tha jab unke intezaar mein Pure din beeta dete the Ab ye daur aaya hai ki Unke hi intezaar mein unhi ko bhula dete hain

 Wo bhi kya daur tha jab unke intezaar mein
Pure din beeta dete the
Ab ye daur aaya hai ki
Unke hi intezaar mein unhi ko bhula dete hain

Wo bhi kya daur tha jab unke intezaar mein Pure din beeta dete the Ab ye daur aaya hai ki Unke hi intezaar mein unhi ko bhula dete hain

20 Love

Ek pal ko jab dusre hi pal aap se chhin liya jaye Wo kahani ban jati hai,, Kahani us ghari ki jaha pal bhi kabhi tham jaya karti thi, Kahani us intezaar ki jab har pal katna badi mushkil lagti thi, Kahani us lamhe ki jab maano koi sadiyo tak use apni bahon mein kaid karna chahti ho, Kahani us pal ki jab kisine koi waada kiya ho, Kahani us pal ki jab wo wada tut-ta dikh raha ho, Kahani us pal ki jab kisine aapka haat thama ho, Kahani us pal ki jab koi pas hokar bhi saath na ho, Kahani us pal ki jab maano pehli bar kisi ki aankho ne shayad kuch bolne ki koshish ki ho, Kahani us daur ki jab aap khud wo ghari ho, Kahani us waqt ki bhi jaha har ek pal koi aapse chhinke kahani bana raha ho, Kahani us ghari ki bhi jab ye kahani khatam ho raha ho, Par ye kahani hai kiski?? Shayad uski jo is kahani mein apni guzri kal dhund rahi ho Shayad uski jo apni beetein hue pal ko is mein taalash rahi ho.. Par kya ye kahani un sabki nahi jo in palon ke hissedar ho? Kya ye kahani un sab ki nahi jo in palon mein kaid ho? Kya un sab ki nahi jo kisike zindagi ho? Kya ye sirf us insaan ki hai jo in palon ko sameta ho? Kya un logo ki nahi jinko sameta ho? Kya ye sirf uski hai jo in palon ko kahani bante dekh rahi ho.. ................... .......... ...... .... .... ... M.. ..... ..... ..... .... .... ....

#story  Ek pal ko jab dusre hi pal aap se chhin liya jaye
Wo kahani ban jati hai,,
Kahani us ghari ki jaha pal bhi kabhi
 tham jaya karti thi,
Kahani us intezaar ki jab har pal katna
 badi mushkil lagti thi,
Kahani us lamhe ki jab maano koi sadiyo tak
 use apni bahon mein kaid karna chahti ho,
Kahani us pal ki jab kisine koi waada kiya ho,
Kahani us pal ki jab wo wada tut-ta dikh raha ho,
Kahani us pal ki jab kisine aapka haat thama ho,
Kahani us pal ki jab koi pas hokar bhi saath na ho, 
Kahani us pal ki jab maano pehli bar 
kisi ki aankho ne shayad kuch bolne ki koshish ki ho,
Kahani us daur ki jab aap khud wo ghari ho, 
Kahani us waqt ki bhi jaha har ek pal 
koi aapse chhinke kahani bana raha ho, 
Kahani us ghari ki bhi jab ye kahani khatam ho raha ho, 
Par ye kahani hai kiski?? 
Shayad uski jo is kahani mein apni guzri kal dhund rahi ho
Shayad uski jo apni beetein hue pal ko is mein taalash rahi ho..
Par kya ye kahani un sabki nahi jo in palon ke hissedar ho? 
Kya ye kahani un sab ki nahi jo in palon mein 
kaid ho?
 Kya un sab ki nahi jo kisike zindagi ho? 
Kya ye sirf us insaan ki hai jo
 in palon ko sameta ho? 
Kya un logo ki nahi jinko sameta ho? 
Kya ye sirf uski hai jo in palon ko 
kahani bante dekh rahi ho..

................... 
.......... 
...... 
.... 
.... 
... M.. 
..... 
..... 
..... 
.... 
.... 
....

Ek pal ko jab dusre hi pal aap se chhin liya jaye Wo kahani ban jati hai,, Kahani us ghari ki jaha pal bhi kabhi tham jaya karti thi, Kahani us intezaar ki jab har pal katna badi mushkil lagti thi, Kahani us lamhe ki jab maano koi sadiyo tak use apni bahon mein kaid karna chahti ho, Kahani us pal ki jab kisine koi waada kiya ho, Kahani us pal ki jab wo wada tut-ta dikh raha ho, Kahani us pal ki jab kisine aapka haat thama ho, Kahani us pal ki jab koi pas hokar bhi saath na ho, Kahani us pal ki jab maano pehli bar kisi ki aankho ne shayad kuch bolne ki koshish ki ho, Kahani us daur ki jab aap khud wo ghari ho, Kahani us waqt ki bhi jaha har ek pal koi aapse chhinke kahani bana raha ho, Kahani us ghari ki bhi jab ye kahani khatam ho raha ho, Par ye kahani hai kiski?? Shayad uski jo is kahani mein apni guzri kal dhund rahi ho Shayad uski jo apni beetein hue pal ko is mein taalash rahi ho.. Par kya ye kahani un sabki nahi jo in palon ke hissedar ho? Kya ye kahani un sab ki nahi jo in palon mein kaid ho? Kya un sab ki nahi jo kisike zindagi ho? Kya ye sirf us insaan ki hai jo in palon ko sameta ho? Kya un logo ki nahi jinko sameta ho? Kya ye sirf uski hai jo in palon ko kahani bante dekh rahi ho.. ................... .......... ...... .... .... ... M.. ..... ..... ..... .... .... ....

12 Love

Trending Topic