Ayza Ansaari

Ayza Ansaari Lives in Delhi, Delhi, India

No pain No Gain.

  • Latest
  • Popular
  • Repost
  • Video

Akeli raho per chal rhi hu main na toh manzil ka pataa hai aur na hi raston ka. By Ayza Ansaari

#thought #akeli  Akeli raho per chal rhi hu main na toh manzil ka pataa hai aur na hi raston ka. 
By Ayza Ansaari

#akeli rah

22 Love

Ek waqt tha jab main yai sochti thi kai kaise log badal jate hai aaj iss baat ka ehsaas ho gaya kai waqt sab kuch badal deta hai halaat bhi aur insaan bhi. By Ayza Ansaari

#halat  Ek waqt tha jab main yai sochti thi kai kaise log badal jate hai aaj iss baat ka ehsaas ho gaya kai waqt sab kuch badal deta hai halaat bhi aur insaan bhi. 
By Ayza Ansaari

#halat

30 Love

Meri majboriyon nai mujhe iss tarha barbad kar diya hai kai sab janti hue lakin anjan hone ka dikhawa karti hue. By Ayza Ansaari

#thought #dikhawa  Meri majboriyon nai mujhe iss tarha barbad kar diya hai kai sab janti hue lakin anjan hone ka dikhawa karti hue. 
By Ayza Ansaari

#dikhawa

28 Love

Har insaan khwaish karta hai kisi na kisi ki maine bhi ki thi lakin wo iss tarha nakaam hue ki khwaish se hi nafrat ho gayi hai. By Ayza Ansaari

#Khwaish  Har insaan khwaish karta hai kisi na kisi ki maine bhi ki thi lakin wo iss tarha nakaam hue ki khwaish se hi nafrat ho gayi hai. 
By Ayza Ansaari

#Khwaish

25 Love

Bhaut barbad kar diya maine waqt apna ab jab tak main khushiyaan na bhar du main un rishton mai jo bikhar gay hai meri wajah se tabtak soungi nhi. By Ayza Ansaari

#thought #Waqt  Bhaut barbad kar diya maine waqt apna ab jab tak main khushiyaan na bhar du main un rishton mai jo bikhar gay hai meri wajah se tabtak soungi nhi. 
By Ayza Ansaari

#Waqt

21 Love

Mujhe khud ko iss suraj ki tarha banana hai itna mazboot kai koi chuu na sake or jo pass aay wo jal jay By Ayza Ansaari

#thought #Sun  Mujhe khud ko iss suraj ki tarha banana hai itna mazboot kai koi chuu na sake or jo pass aay wo jal jay 
By Ayza Ansaari

#Sun

23 Love

Trending Topic