Supriyo Mandal

Supriyo Mandal

  • Latest
  • Popular
  • Video

Hai kadua par Sach khra hai Hai pehchan to bhid mein Varna tu akela khada hai   Chal rahi hai jaddojahat Naam pehchan ke vaste Sugam path sab band pade hai Khule katile raste   Gutne chile kohni chile Par hoslo mein jaan bada hai Hai pehchan to bhid mein Varna tu akela khada hai

 Hai kadua par
Sach khra hai
Hai pehchan to bhid mein
Varna tu akela khada hai
 
Chal rahi hai jaddojahat
Naam pehchan ke vaste
Sugam path sab band pade hai
Khule katile raste
 
Gutne chile kohni chile
Par hoslo mein jaan bada hai
Hai pehchan to bhid mein
Varna tu akela khada hai

Kadua Sach

5 Love

Phoolon ki maasumiyat hairaan kar deti hai Mazaar par lage ya sehra par saje Muskurakar sab bayan kar deti hai Phoolon ki maasumiyat hairaan kar deti hai

 Phoolon ki maasumiyat hairaan kar deti hai
Mazaar par lage ya sehra par saje
Muskurakar sab bayan kar deti hai
Phoolon ki maasumiyat hairaan kar deti hai

phool....

5 Love

Few lines on Carona 😊😊 We are here to coexist, Divided we fall, Nature reclaiming it's own space Nothing there to appal. It's not the time to look the other way, Or have blame game , Pandemic at our door step , It's high time the menace gets tamed. Repercussion had to be this, Not surprised at all, We enjoyed at the cost of nature's health, So Carona having a ball. Time to retrospect, Nothing left in reserve , Time to reconnect better way, Time to reinstate respect what nature deserves.

#poem  Few lines on Carona 😊😊

We are here to coexist,
Divided we fall,
Nature reclaiming it's own space 
Nothing there to appal.

It's not the time to look the other way,
Or have blame game ,
Pandemic at our door step ,
It's high time the menace gets tamed.

Repercussion had to be this,
Not surprised at all,
We enjoyed at the cost of nature's health,
So Carona having a ball.

Time to retrospect,
Nothing left in reserve ,
Time to reconnect better way,
Time to reinstate respect what nature deserves.

Few lines in Carona

5 Love

Ek chunautee Chin ko Teri raksha ko tere ye bete, Lahu ka ek-ek katra bahayenge, Insaan ho to insaaniyat, Gar haiwaan ho to haiwaaniyat dikhayenge. Teri ginti to apne dushmano mein bhi nahi aati, Kyuki kuch niyam dushman bhi paalan karta hai, Peeth ke ye ghao mere, Teri kaayarta byan karta hai. Ye waada hai unn shaheedon se, Tere har khushi ke pal cheen lenge, Tere har Naapak harkaton ke, Gin gin ke badla lenge. Choti aankein chota kadh, Niyat bhi kaayron bahut choti hai, Hai akela is jahaan mein, Chand begairat mulk tere saathi hai. Sarparasti hai himalay ki hum par, Itihaas ke panno mein tujhe zaroor jhokenge, Insaan ho to insaaniyat, Gar haiwaan ho to haiwaaniyat dikhayenge.

#darkness  Ek chunautee Chin ko

Teri raksha ko tere ye bete,
Lahu ka ek-ek katra bahayenge,
Insaan ho to insaaniyat,
Gar haiwaan ho to haiwaaniyat dikhayenge.

Teri ginti to apne dushmano mein bhi nahi aati,
Kyuki kuch niyam dushman bhi paalan karta hai,
Peeth ke ye ghao mere,
Teri kaayarta byan karta hai.

Ye waada hai unn shaheedon se,
Tere har khushi ke pal cheen lenge,
Tere har Naapak harkaton ke,
Gin gin ke badla lenge.

Choti aankein chota kadh,
Niyat bhi kaayron bahut choti hai,
Hai akela is jahaan mein,
Chand begairat mulk tere saathi hai.

Sarparasti hai himalay ki hum par,
Itihaas ke panno mein tujhe zaroor jhokenge,
Insaan ho to insaaniyat,
Gar haiwaan ho to haiwaaniyat dikhayenge.

#darkness

11 Love

Trending Topic