words by Diya

words by Diya

mai Ek Bematlab si ladki hu jise Ek tumse hi Matlab hai ❤ follow me on instagram the_ink_charmer

https://youtube.com/channel/UCgp2F1N0-bjhiLqfk_e8UMA

  • Latest
  • Popular
  • Video

जाओ! छोड़ो ख़त्म हुई हैं बातें सब, तुम क्या समझोगे? कैसे बीती हैं करवट में रातें सब, तुम क्या समझोगे? जिसको नहीं मिला कोई, दिल की बातें बतलाने को, जिसने चुप रह कर मांगा है, वक्त ज़रा मर जाने को, उसके दिल के वीराने को, एक अधूरे अफसाने को, क्या समझोगे? तन्हा बीती हैं कितनी बरसातें सब, तुम क्या समझोगे? जिसने अभी अभी सीखा था, आँखों में पानी भरना, जिसने अभी अभी सीखा था, होंठों से बातें करना, एक अनकही नादानी को, छुपी शरारत बचकानी को, क्या समझोगे? ख़ुद से जो हर पल मिलती हैं मातें सब, तुम क्या समझोगे? जिसके हर अपने ने उसको, बीच राह पर छोड़ा है, वक्त ज़रूरत आ जाने पर, हर एक ने मुँह मोड़ा है, लगे पीठ पर हर खंजर को, हर तरफ तबाही के मंज़र को, क्या समझोगे? अपनों के चहरों में छुपी है घातें सब, तुम क्या समझोगे? ©words by Diya

#शायरी #wordsbyDiya #MereKhayaal #Trending #Original  जाओ!  छोड़ो ख़त्म हुई हैं बातें सब, 
तुम क्या समझोगे?
कैसे बीती हैं करवट में रातें सब,
तुम क्या समझोगे? 

जिसको नहीं मिला कोई,
दिल की बातें बतलाने को,
जिसने चुप रह कर मांगा है, 
वक्त ज़रा मर जाने को, 
उसके दिल के वीराने को, 
एक अधूरे अफसाने को, 
क्या समझोगे? 
तन्हा बीती हैं कितनी बरसातें सब, 
तुम क्या समझोगे?

जिसने अभी अभी सीखा था, 
आँखों में पानी भरना, 
जिसने अभी अभी सीखा था,
होंठों से बातें करना, 
एक अनकही नादानी को, 
छुपी शरारत बचकानी को, 
क्या समझोगे? 
ख़ुद से जो हर पल मिलती हैं मातें सब, 
तुम क्या समझोगे?

जिसके हर अपने ने उसको,
बीच राह पर छोड़ा है, 
वक्त ज़रूरत आ जाने पर, 
हर एक ने मुँह मोड़ा है, 
लगे पीठ पर हर खंजर को,
हर तरफ तबाही के मंज़र को, 
क्या समझोगे?
अपनों के चहरों में छुपी है घातें सब, 
तुम क्या समझोगे?

©words by Diya

Priy praacheen sanatan dharm ki naveen santaano, Aasha krti hu tum theek hoge Qk mera haal Toh Kuch Theek Prateek hota nahi hai... Haal hi me mere Bhai ke hostel me sath rehne waale ladko se holi p hui baat cheet NE mujhe socchne par mazboor Kar dia.. Us 19-20 saal ke ladke ne mere Aage ek maang rakkhi jisko sun kr mai hairaani Aur taqleef dono ka anubhav kr rahi thi.. Jab Maine Usko Bataya ki mera bhai Holi chauk par holika dahan me jaa rhaa hai Toh wo hairaan tha Uska Kehna tha ki usne aisi Koi ccheez nah suni nah dekhi.. Holi chauk naam ki Koi jagah uske shehar me nahi hai Jabki humare shehar ke har bade mohalle me holi chauk hai.. Usne mujhse whaa ki Ek picture ki Usko bhejne ko kaha Aur Maine Waisa hi kiya, par jab chintit Ho kr Maine baaki baccho se pucchna shuru Kia Toh maalum hua ki 60% baccho ko Holi chauk Aur shamil ke holika dahan ki Koi jaankaari hi nai hai nah Hi unke Ghar me aisi Koi Pooja hoti hai.. Dukh ki baat hai ki Humare puraani paramparao ko humare aaj ka baccha jaanta hi nai hai.. Jab parampara abhi se gayab ho rai hai toh humare baad inko kaun zinda rakkhega? Kaun holika dahan ke intezaam karega? Kon holi chauk ko zinda rakkhega? Kaun mahino pehle se Chanda ikattha kr ke wo sajawat wo tyaariyan krega? Kaha gye wo holi chauk? Kaha gye wo horiyaare? Kaha gye wo bacche jo 15-15 din Pehle se holi Khelte the? Wo bacche jo mahino pehle se Ek ek rupya ekattha kr ke rang khareeda krte the? Kaha gai wo Ladkiyan jo Gharo ki Chhat se tesu ke Phulon ka rang daalti thi? Kaha gyi wo streeya jo Gujhiya bnaane ke liye khud ko Khaali rakhne ki wajah se Dino Pehle se kaam nipatna shuru krti thi? Kaha hai wo dhol baaje? Kaha hai wo khushi jo Holi ki dastak sun kr dil me naachti thi? Social media ka propaganda humare tyohaar aur unki Khushiyo ka gala ghont raha hai Aur mara huya Hindu Samajj vidharmiyon se Zada Inka sath de raha hai.. Kya mil jaaega khud ko liberal sabit kr ke? Kya MIL jaaega apni sanskriti ka Khun kr ke? Kya MIL jaaega jab jo sanatanvaad Humari pehcchan hai Usko khoo doge? Yaad rakhna jad se Kata hua PED sukh kr mahaz lakdi reh jaata jiska istemaal dusre jala kr krte hai,, tum bhi apni jado ko Khoo kr dusro ke upbhog maatr ka saadhan ban kr reh jaaoge Aur jo bacchega wo hoga humara anupam itihaas jo tum jaiso ke chalte uphaas ka dansh jhel rhaa hai.. Itne bhi aadhunik nah ho jaana ki Maa Bharati ko tumhe apni santaan kehne me bhi sankoch ka anubhav Ho.. Socchne aur sambhalne ki Umeed krti hui, Tumhaari shubhchintak , Mai ( Diya ) ©words by Diya

#sanatandharm #savehinduism #SocialMedia #Light #Save  Priy praacheen sanatan dharm ki naveen santaano, 

Aasha krti hu tum theek hoge Qk mera haal Toh Kuch Theek Prateek hota nahi hai... Haal hi me mere Bhai ke hostel me sath rehne waale ladko se holi p hui baat cheet NE mujhe socchne par mazboor Kar dia.. 
Us 19-20 saal ke ladke ne mere Aage ek maang rakkhi jisko sun kr mai hairaani Aur taqleef dono ka anubhav kr rahi thi.. Jab Maine Usko Bataya ki mera bhai Holi chauk par holika dahan me jaa rhaa hai Toh wo hairaan tha Uska Kehna tha ki usne aisi Koi ccheez nah suni nah dekhi.. Holi chauk naam ki Koi jagah uske shehar me nahi hai Jabki humare shehar ke har bade mohalle me holi chauk hai.. Usne mujhse whaa ki Ek picture ki Usko bhejne ko kaha Aur Maine Waisa hi kiya, par jab chintit Ho kr Maine baaki baccho se pucchna shuru Kia Toh maalum hua ki 60% baccho ko Holi chauk Aur shamil ke holika dahan ki Koi jaankaari hi nai hai nah Hi unke Ghar me aisi Koi Pooja hoti hai.. Dukh ki baat hai ki Humare puraani paramparao ko humare aaj ka baccha jaanta hi nai hai.. Jab parampara abhi se gayab ho rai hai toh humare baad inko kaun zinda rakkhega? Kaun holika dahan ke intezaam karega? Kon holi chauk ko zinda rakkhega? Kaun mahino pehle se Chanda ikattha kr ke wo sajawat wo tyaariyan krega? Kaha gye wo holi chauk? Kaha gye wo horiyaare? Kaha gye wo bacche jo 15-15 din Pehle se holi Khelte the? Wo bacche jo mahino pehle se Ek ek rupya ekattha kr ke rang khareeda krte the? Kaha gai wo Ladkiyan jo Gharo ki Chhat se tesu ke Phulon ka rang daalti thi? Kaha gyi wo streeya jo Gujhiya bnaane ke liye khud ko Khaali rakhne ki wajah se Dino Pehle se kaam nipatna shuru krti thi? Kaha hai wo dhol baaje? Kaha hai wo khushi jo Holi ki dastak sun kr dil me naachti thi? 

Social media ka propaganda humare tyohaar aur unki Khushiyo ka gala ghont raha hai Aur mara huya Hindu Samajj vidharmiyon se Zada Inka sath de raha hai.. Kya mil jaaega khud ko liberal sabit kr ke? Kya MIL jaaega apni sanskriti ka Khun kr ke? Kya MIL jaaega jab jo sanatanvaad Humari pehcchan hai Usko khoo doge? 

Yaad rakhna jad se Kata hua PED sukh kr mahaz lakdi reh jaata jiska istemaal dusre jala kr krte hai,, tum bhi apni jado ko Khoo kr dusro ke upbhog maatr ka saadhan ban kr reh jaaoge Aur jo bacchega wo hoga humara anupam itihaas jo tum jaiso ke chalte uphaas ka dansh jhel rhaa hai.. Itne bhi aadhunik nah ho jaana ki Maa Bharati ko tumhe apni santaan kehne me bhi sankoch ka anubhav Ho.. 

Socchne aur sambhalne ki Umeed krti hui,
Tumhaari shubhchintak ,
Mai ( Diya )

©words by Diya

#sanatandharm #SocialMedia #Save #savehinduism #Light Shivam Dwivedi "दुबे जी" MayanK

8 Love

मिले थे एक दिन हम कुछ किताबें साथ लेकर, तुम्हारे कोरे पन्ने और कलम हम हाथ लेकर, लिखी है धीरे धीरे एक एक कर के जो हमने, उड़ो तुम दूर अंबर तक वो हर एक बात लेकर। करेंगे याद तुमको क्लास, कुर्सी, चाक, डस्टर, तुम्हारा खेलना, लड़ना, झगड़ना, दौड़ना हंसकर, ये पानी की टंकी, ये मैदान का झूला, शरारत से टूटी हुई खिड़कियाँ भी, हँसेंगे अकेले तेरी याद लेकर। ये जो आज देने को तुम जा रहे हो, ये जिससे अभी तुम यूँ घबरा रहे हो, नहीं है ये असली लड़ाई डरो मत, है लड़ना अभी वक्त हालात लेकर। सफलता की अनुपम कहानी बनो तुम, उदाहरणों सी ज़िंदगानी बनो तुम, हमारी दुआ प्रार्थना साथ ले लो, करो रौशनी तुम 'दिया' हाथ लेकर।। ©words by Diya

#wordsbyDiya #Schoollife #Trending #Popular #Books  मिले थे एक दिन हम कुछ किताबें साथ लेकर, 
तुम्हारे कोरे पन्ने और कलम हम हाथ लेकर, 
लिखी है धीरे धीरे एक एक कर के जो हमने, 
उड़ो तुम दूर अंबर तक वो हर एक बात लेकर। 

करेंगे याद तुमको क्लास, कुर्सी, चाक, डस्टर, 
तुम्हारा खेलना, लड़ना, झगड़ना, दौड़ना हंसकर, 
ये पानी की टंकी, ये मैदान का झूला, शरारत से टूटी हुई खिड़कियाँ भी, 
हँसेंगे अकेले तेरी याद लेकर।

ये जो आज देने को तुम जा रहे हो, 
ये जिससे अभी तुम यूँ घबरा रहे हो, 
नहीं है ये असली लड़ाई डरो मत, 
है लड़ना अभी वक्त हालात लेकर। 

सफलता की अनुपम कहानी बनो तुम, 
उदाहरणों सी ज़िंदगानी बनो तुम, 
हमारी दुआ प्रार्थना साथ ले लो, 
करो रौशनी तुम 'दिया' हाथ लेकर।।

©words by Diya

#wordsbyDiya #Schoollife #Trending #viral #Popular #Nojoto #Books Shivam Dwivedi "दुबे जी" Rafik Diwan MayanK

11 Love

#शायरी #writersofindia #trendingindia #writeaway

Dard follow me on instagram the_ink_charmer subscribe my YouTube channel words by #Trending #Stories #Nojoto #writeaway #writersofindia #viral #Popular #trendingindia @Rafik Diwan Shivam Dwivedi "दुबे जी" MayanK

136 View

कभी ग़मों की धूप यहाँ पर कभी ख़ुशियों की छाया, किसी ने सब कुछ खोया तो किसी ने सब कुछ पाया, उठ कर गिरना, गिर कर उठना सब जीवन की माया, बड़े जतन के बाद है मिलती यह मानव की काया, न जाने ये हृदय ये मन सब कौन यहाँ पर लाया, आज तलक भी ये सब बातें कोई समझ न पाया। ©words by Diya

#शायरी #zindagikerang #nojatohindi #Trending #Zindagi  कभी ग़मों की धूप यहाँ पर कभी ख़ुशियों की छाया, 
किसी ने सब कुछ खोया तो किसी ने सब कुछ पाया,
उठ कर गिरना, गिर कर उठना सब जीवन की माया, 
बड़े जतन के बाद है मिलती यह मानव की काया,
न जाने ये हृदय ये मन सब कौन यहाँ पर लाया,
आज तलक भी ये सब बातें कोई समझ न पाया।

©words by Diya

#zindagikerang #Zindagi #Trending #viral #Popular #nojato #nojatohindi #lost @Rafik Diwan Shivam Dwivedi "दुबे जी" MayanK

12 Love

#wordsbyDiya #khudkiduri #Trending #Popular #viral

#khudkiduri #Trending #viral #Popular #wordsbyDiya I'm on Instagram as @the_ink_charmer. Install the app to follow my photos and videos. https://www.instagram.com/invites/contact/?i=1tcstug5u49re&utm_content=7bvayb8 subscribe my YouTube channel words by diya @Rafik Diwan Shivam Dwivedi "दुबे जी" MayanK

153 View

Trending Topic